Hello friends Aj ke is Article me apko btaunga ki apne Android phone me Recycle bin ka feature kaise add kare ap sabhi logo ne dekha hoga ki computer me ek Recycle bin feature hota hai usi Recycle bin ko agar hum apne android phone me use kar le to ye bhut achi bat hai na to chaliye sabse pehle jan lete Recycle bin hota kya hai
Recycle bin kya hai aur isko kyu use karte hai
Recycle bin ek aise software hai jiski help se hum apni delete kiye hue file ko fir se vapas la sakte hai. Suppose Ap ke ke pas laptop ya Android phone hai Agar ap usme koi video dekh rae agar bo delete ho jaye to hum usko Recycle bin me jake Restore kar sakte hai yani vapas la sakte hai Ab ap samaj hi gye honge Recycle bin kya chij hoti hai to ab ye bi jan le is feature ko Android phone me kaise Use kare
Isey bi padhe :
Android phone me kaise Recycle bin add kare
Step(1): sabse pehle ap Ek application
ko Download kar lijiye jiska name hai Dumpster isko Ap playstore se bi install kar sakte
dumpster ko Download karne ke liye Yha click kare
dumpster ko Download karne ke liye Yha click kare
Step(2): Ab ap setting me jaye security me jaye aur unknown source ko Enable kar le
Step(4): Ab ap apne phone se koi bi chij delete kare jaise song ya videos ab vapas aake Dumpster me dekhiye bo Dumpster me aa gyi hogi
Step(5): Agar apko vapas vhi songs ko phone me Lana to ap Restore pe click kare aur apke phone vapas vhi song aa gya hoga
Must Read :
Agar apko ye post pasand aya ho to isko share karna na bhule aur koi dikkat ho to comment karke mujse puch sakte aur humara facebook page jarur like kare jisse humare new article turant facebook pe apko mile
bhai kya aap mujhe bata sakte ho ki aapne google console me apne blog ka sitemap kaise submit kiya ? plz bro
ReplyDeleteBro mai uski jaldi post publish karunga
ReplyDelete