AllTechnhindi ki privacy policy me Apka welcome hai
Hum is website par kya sikhate hai aur kya kya share karte hai agar ap hamari site use karte ho to apko hamari privacy policy ka palan karna padega agar koi bhi hamari site ki privacy policy ka palan ni karta to hume usko site se block karne ka pura adhikar hai
Hum is website par kya sikhate aur kya jankari share karte hai
* Is site me hum online money, Android technology, computer Tips trick,blogging, Gaming etc. Ke bare me jankari share karte hai
* humne ye website un logo k liye banai
Jinki English weak hai aur bo hindi me onlinemoney, android technology etc. ke bare me sikhna chate hai
* Agar apko AllTechnhindi se related post me kuch puchna ho ya koi problem ho to Ap hume contact kar sakte hai
AllTechnhindi ka kya maksad hai
Is website ka maksad hai un logo ki madad karna jinko computer , Internet, Android technology se lagan hai lakin unki English weak hone ke karan bo kuch kar ni sakte is website par hum har Internet se related topic pe aapki madad karenge
AllTechnhindi ko kaise use kare
* Ap Alltechinhindi par koi galat comment na kare
* aap kabhi comment karte waqt koi galat shabd ka priyog na kare
* Ap hamare visitors k sath galat Bartav na kare
* Humari permission ke bina aap apni ya kisi or ki website ko humari site par visit nahi kar sakte. aap jarurat padne par hi humari site par apni ya kisi or sites ke link post kar sakte hai. agar aap bina wajah link comments kar sakte ho to aapka comments publish nahi hoga. so jab aapko link post karne ki jarurat pade aap tabhi link post kare.Privacy policy todne par hum kya kar sakte hai
Privacy policy todne par hum kya kar sakte hai
Humari website google ki ek service hai. Aur is par aap sirf apni gmail id se hi comment kar sakte ho. agar aap humari website ke kanoon todte hai to hum google se aapki report bhi kar sakte hai. humare esa karne par aapki gmail id Block ho sakti hai.
* hum apki comment ko delete kar sakte hai
* Apko AllTechnhindi se hum apko block kar sakte hai jiske karan future me ap hamari site pe ni aa sakoge
Yes, Cookies har site ki small file (jo humare computer me apne browser me enable karne par hard drive) me save hoti hai. hum apni site ke future ke liye cookies use kar sakte hai.
Privacy policy changes
Yes hum kabhi bi is site ki privacy policy change kar sakte hai
Terms and conditions
Hume ummid hai apse hamari site ko use karte waqt privacy policy ka palan karenge
All Right reserved
Hume aapki comments block, delete, spam karne ka pura adhikar hai. so hume ummid hai ki aap kabhi bhi humari website ki privacy policy ko nahi todenge.
Contact us
Agar apko hamari privacy policy se koi sikayat ho to ap hume comment box(jo har post ke niche hota hai ) me comment karke bata sakte hai
0 Comments:
Post a Comment