2 Nov 2017

Android App ka Name aur Icon Change Kaise Karte hai

Sabhi Ke pass android phone to hoga hi kyun ki har kisi basic need ban chuki hai ye to common si cheez ho gyi aur aaj kal ke time me sabhi log kuch na kuch technically seekhna chate hai aur usme humari yeh website aapki puri help karegi Is site ki help se aap bo sab kuch kar sakte hai jo aapne kabhi sapne me bhi ni socha hoga ki esa bhi ho sakta hum is website par bo tricks dalte hai jo ek dam unique hoti hai aur kaam ki bhi aur isi ke sath aaj ki post ka title to padh hi liya hoga ki kis type ki post hogi Is post me aapko pata lagega ki kisi bhi mobile application ka name ya icon change kaise kare jisse aap apne man pasand ki application ko chupa bhi sakte ya kisi dost ke sath majak prank bhi kar sakte aur isi ke sath sath aaj hum aapko android app developing ke bare me bhi batayenge jisse aap apna khud ka android app bana sakte hai aur khud ki brand khol sakte aur apne hi banaye hue app se Rupees bhi earn kar sakte hai aaj hum aapko sari process batayenge ek aur important baat agar aap mujse koi help chate hai ya mujse contact karna chate hai to aap is email par contact kar sakte hai aapke sare sabalo ke jabab mil jayenge aut mujhe bhi khusi hogi ki kisi bande ki help ho gyi meri wajah se  chaliye ab mai vapas aata hu topic pat aaj aapko pata lagega ki kaise kisi bhi application ka name aur icon change kaise kare uske bad mai aapko bataunga ki kaise android app banake paise kamaye. chaliye isko bhi jaan lete hai.

Android App ka Name aur Icon Change Kaise kare


Android app ka name change kar ke koi bhi name rakh sakte hai jaise maan lijiye maine goggle chrome app ka name change kiya uski jagah chrome word ki jagah apna nick name bhi dal sakte hai aur icon ki jagah apni pic ya koi bhi image laga sakte hai ab to aap samaj hi gye honge ki kaise name aur icon change ho sakta hai chaliye ab step by step bhi jaan lete hai 


Step 1). Android app ka name change karna koi badi baat ni isme ek application install karni padegi bas bahi aapka sara kaam kar degi us application ka name hai " icon changer free "

Step 2). ab aap ye upar di hui link se application download kar lijiye bas iske bad aapko open karna aur apni app select karni jiska bhi name ya icon change karna uske bad to aap samaj hi jaoge ki kya karna hai 


aab aap jan hi gye honge kaise hum kis bhi android phone ki aap ko apne icon ya name change karte hai agar itni aasan trick me bhi koi dikkat aa rai hai to comment box me puch sakte hai aur android app kaise banaye iske baare mai aapko jald hi ek post me detail ke sath bataunga jisme aap ghar baithe android app banake playstore upload kar ke paise kama sakte hai aaj time kam hone ki bajah se is post ko yahi end karna pad raha hai 
I hope aapko yeh post jarur pasand aayi hogi agar kch bhi aapko acha laga ho to please isko Social media like facebook ,whatsapp jaise platform par Share karna na Bhoole.


Bye Friends next post next day.And Ready for new post. Guys😎😉😎🙄

5 Oct 2017

Kisi Bhi Phone Ke Messages, Photos Ka apne phone me Pata Kaise Kare Airdroid Ki Help Se.

Aaj ke is post ka title padh ke pata lag hi gya hoga ki aaj kitna jabardast post hone bala hai aaj aapko pata lagega ki kaise hum door baithe baithe kisi bhi android phone ko control kar sakte hai yani jaise maan lo humara android phone ghar par hai aur hum bahar hai kisi kaam se aur apne android phone ki jarurat hai to hum us android phone ko kahi se bhi control kar sakte hai bas ek choti si trick se agar aap kisi kaam se bahar hai aur aapka android phone ghar aur aapko koi bhi chij ki jarurat pai jaise koi image, files,songs,videos etc. jo bhi aapke phone me hoga bo sab aap door baith ke dekh sakte aur mai aapko bata du ye tricks puri free hai isme aapko kisi bhi paid apps ki jarurat ni padegi isse pehle bhi maine ek article likha tha jisme humne bataya tha android phone hacking ke bare me agar aapne bo miss kar diya to jarur padhna chaiye aapko chaliye suru karte aaj ke is post ki process ko kaise hum door baithe baithe kisi bhi phone ko control kare.


Door se kisi bhi android phone ko control kaise kare


Step1). sabse pehle aapko apne android phone me playstore ek application install karni padegi iska name hai Airdroid ye aapko google playstore par bilkul free me mil jaayegi
note: yha dhyan dene bali baat jis phone ko aap door se control krna chate hai usi android phone me ye app install karni hai



Step2). Install karne ke baad ek esi screen aayegi jisme aapko yaha par account banana padega uske liye aap signup par click karna
●. Kisi dusre ki facebook Id karne ke 6 tarike

Step 3). aur ab aapko apna email password aur name dalna uske bad signup par click kar dijiye


Step 4). Now ab aapka account succeess fully ban gya aab aapko kuch ni karna bas us application ko apne phone me install hi rahene de aur apna data ON kar ke rak de
●.Android Phone Se 10,000 Rupay kaise kamamye

Step 5). ab mai maan ke chal raha hu ki ab aapke phone Me Airdroid application install hai aur aapke Phone ka Internet bhi On hai bas ab aap kahi bhi bahar se yaha door se apne phone ko control kar sakte yaani jo bhi aapke phone me photos, Videos, apps,Gps location ,Gps location etc. door baith ke dekh sakte hai aaiye jante hai kaise.

Step 6). ab aap apne kisi bhi PC ya kisi bhi dusre android phone me is website par jaaye
web.airdroid.com

Aur yaha par ek esi screen khul kar aayegi jisme aapko Email aur password dalna hai aur sign in par tap kar dena hai.

Note : yaha yaad rae wahi email password dalna hai jo aapne airdroid me sign up karte waqt dala tha


Step 7). Ab aap dekh sakte hai ki aapke sara phone ka data aapke samne hai jo kuch aapke phone me hai bo ab aapke samne now ab aapka phone Door se remotely control ho raha hai.

Aab aapko pata hi chal gya hoga ki kaise hum door baith ke ek android phone se dusre android phone ko control karte hai agar aapko ye post acha laga hai to hume comment kar ke jarur batatye.
Now Guys, Aab aapki baari hai meri help karne ki aap jitna jyada is post ko share karoge utni hi jyada meri help hogi to der kis baat ki start sharing and Sharing is caring.
Thanks all my website Readers. 😎😎


17 Sept 2017

Ek Phone Ki Screen Kisi Dusre Android Phone Me Kaise Chalaye yani Live Screen chalaye

Friends, aaj ka article bhut hi acha hai aaj aap janege ki ek android Phone ki screen kisi bhi dusre android phone me kaise chalaye yani ek tarah se man lijiye Live screen chalegi jaise aap apne android phone screen kisi dusre phone me dekhna chate hai to aap bo bhi kar sakte hai sirf ek choti si tricks se aap logo ne live videos to dekhi hi hongi vaise jyadatar aaj kal log facebook live karte hai yani same time ki video recording hoti hai aur thik isi tarah se aap apne smartphone ki screen recording bhi dusre kisi bhi android phone me dekh sakte same time ki yani Live screen. ab aap samaj hi gye honge ki. live screen ka matlab  vaise maine is site par screen recording par bhi ek post likhi hai jisme aapko pata chalega ki android phone ki screen Recording kaise kare aagar aapne bo ni padhi to aap usko bhi padh lijiye bhut kaam aayegi aapke , to chaliye ab hum aapko btate hai kaise kisi bhi android phone me live screen chalaye

Android Phone Ki Live screen dusre Phone me Chalaye


Is trick me aapko jyada dimak lagane ki jarurat ni padegi sirf ek choti si app install karke aapka aasani se kam ho jayega chaliye suru karte hai :

Step 1). Sabse pehle aap ko ye application install karni padegi iska name hai Inkwire

Download Ink wire

Step 2). Ab aap is application ko apne dono android phone me install kar lijiye ye ek dam Shareit app ki tarah hi hai

Step 3). ab mai maan ke chal raha hoon ki aapne apne jis phone ki screen aap apne dusre android phone me chalana chate hai un dono android phones me Install kar li hogi


Step 4). Ab aap jis phone ki screen live share karna chate hai us phone me is application ko open kariye aur Share button par tap kariye uske bad aap ek code dikhayi dega usko Copy kar lijiye


Step 5). Ab aap dusre android phone me is app ko Install kariye aur usme access par click kariye aur jo aapne code kiya tha bo yaha par dal de aur access par click kar dijiye bas ab aapne sari process complete kar li hai


aab aap dekh rae honge ki kaise ek phone ki live screen dusre phone me hai yani jo aap apne android phone me kar rae honge bo sab aapke dusre android phone me dikh raha hai yaha tak ki voice bhi aa rai hogi agar aap ek android phone me video chala rae honge to bo bhi dusre android phone share ho rai hogi yani sab kuch. iss tricks se aap bhut kuch kar sakte hai.

●. Android Phone Ki Internal Memory Kaise badhaye

Android Phone Ko Iphone Kaise banaye

aap aapne ghar me kisi ka bhi phone ka control apne phone me kar sakte hai agar aap ye apne gf ya kisi bhi friends ke phone me ye app install kar denge to aab sari nazar us par rakh sakte bo kis time phone pe kisse kya kya bat karti hai ya kya whatsapp par chatting ho rai hai ya fir facebook messenger par kisse chatting ho rai hai bo sab aasani se ek live Video ke through apne android phone me Dekh sakte hai.



 to friends aaj humne aapko bataya ki Kaise android phone ki screen live share kare agar aapko ye aarticle acha laga ya bhot pasand aya hai to isko share jarur kare kyun ki sharing is Caring aur aapki ek sharing se meri bhut se care ho jayegi vaise Is site par aur bhi usefull posts hai unhe bhi read kariye agar aapko koi bhi dikkat aa rai hai to aap comment karke puch sakte hai
agar aap mujse contact karna chate hai to Is email Id : Alltechnhindi@gmail.com par text send kar ke kar sakte hai



Bye bye friends Thanks for Reading this Article😎😎

14 Aug 2017

Bike Helmet Free Me Kaise Kharide Droom Offer.( 100% free proof here).


Hello friends Kya haal chal hai aap sabhi ke aaj mai bhut dino bad koi special trick leke aaya hu jisko padh ke aapko maza aane bala hai aaj mai ek esi trick leke aya hu jisse aap apne liye ek Helmet free me le sakte hai vaise to sabhi log Online shopping to karna jante hi honge aur jab jab aapne koi online saman kharida hoga to aapko uske paise bhi dene pade honge lakin aaj is article ke through aap Ek ya ek se jyada helmet Free me le sakte hai aur bo bhi bina kisi dikkat ke mai aapko bata du Ye offer 'Droom'  par chal raha hai droom ek Online Company hai jaise amazon, Snapdeals, flipcart etc. hai droom ki sites par aap Bike aur car se related kuch bhi saman kharid sakte hai jaise bikes ki accessories ya Car ki koi accessories agar aap koi bhi vehicles kharidna chaye jaise old Car ya  old bike  bo bhi aap kharid sakte hai ab to aap samaj hi gye honge ki droom kya chij hai aaj hum Free helmet ki baat karne bale hai , Droom ki site par har month ek offer aata hai jo 750rs. bala helmet matra 9 Rupees me milta tha lakin ab 19 Rupay me milega aur ye offer pichle month bhi tha maine pichle month is offer ka fayda bhi uthaya aur aaj Droom ka helmet mere pass hai bo bhi mujhe free me mila ab aap soch rae honge ki 19 rupay ka helmet free me kaise mila , iske bare me bhi aapko pata lag jayega bas niche ki sari steps sahi se padhkar follow karna. chaliye ab mai Iski process start karta hu.

Droom Bike Helmet free me kaise kharide

droom offer har month aata hai aur Is bar 19 September ko 11:00 A.M par start hoga iske liye aapko Active rahena padega aur 19 September ko 11 baje se hi start kar dena hai kyu ki bhut sari booking ke chakkar me site down ho jati hai aur error show hone lagti hai uske liye aap ek kam karna playstore par Droom search karna aur droom app download kar ke baha se buy kar lena bhut aasani se ho jayega maine bhi droom app se hi buy kiya tha chaliye aab mai aapko  batata hu kaise matra 9 Rupess ka helmet free me kharide

Step 1).  Sabse pehle niche di hui link par click kare aur Register kare

http://bit.ly/DroomOffer

yaha par aap apna name aur email aur mobile no. dal ke register kar dijiye

ab aapko Sale hone se pehle hi notification mil jayega

Pichle month ka screen shot me dekh sakte hai mera 19 Rupees Ka Helmet

●.Payment ke time GETHELMET promo code Use karna
●.payment option me paytm option choose karna jisse aapko Cashback mil jayega.
●.Offer bale din aap Droom app se bhi helmet buy kar sakte hai.
●. Helmet Sale 2 hours se jyada ni chalti sold out hone se pehle hi aapko buy karna hai


Note : agar aap payment Paytm se karenge to aapko cashback mil jayega yani aapke 9 rupay bhi vapas aa jayenge agar aapne kisi debit card ya netbanking se payment kiya to aapko 19 rupay dene padenge isliye aap pehle se hi apne paytm wallet me minimum 20 rupay add kar lijiye aur 19 September ke din Paytm se hi payment karna .

Note : Isi tarah ke aur bhi offer janne ke liye ye application install kar lijiye is app me aapko bahut se offer mil jayenge.

Download this app

upar di hui link par click kar ke Install kar sakte hai.


● aap droom website par sirf 1 Rupees me Carperfume bhi khareed sakte hai mai abhi tak 2 bar kharid chuka hu

●.Android Phone Ki Internal Memory Kaise Badhaye

●.Whatsapp Hack Kaise kare kisi bhi person ka .

Agar aapko yeh Article acha laga to aap isko share jarur kariye jisse aapke friends log bhi iska fayda utha sake Is site par aur bhi Useful Posts hai unhe bhi padhiye. agar aapka koi is offer related question puchna hai to niche comment kar ke puch sakte hai.


Thanks Have a Nice Day.

21 Jun 2017

Mobile Ki Gallery,Photos,Videos,Filemanager etc. Me Lage hue Locks ya Password ko Remove kaise kare in hindi


Hello Friends Aj ka article bhi bhut Hi Intersting hone bala hai aaj hum aapke liye leke aaye hai ek esi trick jiska Use karke Aap kisi bhi Phone ka lock tod sakte bina kisi application ki help se bas ek choti si magical trick se aap ye kar sakte hai mai aapko bata du aaj hum aapko batane bale kaise kisi bhi Android phone me lage hue locks ko tod ke sari photos aur videos ko dekh sakte hai , kabhi kabhi aapne dekha hoga aapke ghar me koi guest aata hai aur aap uska phone dekhne ke liye lete aur aur jab aap us phone ki photos me jate aur usme lock pada hota hai jisse uski sari personal photos hoti aur aapke man me bhi hota hoga kash mai ye photos dekh pata , ya man lo aapki girlfriend hai aur aapko lag raha hai ki uske phones me kuch esi photos hai jisko ni hona chaiye uske phones me aur aap un photos ko delete karna chate aur bina kisi app ki help se to aaj aap ye sab kar sakte hai bo bhi sirf 1 minute ke andar aaj ke samay me jyadatar log aapne phones me applock ka priyog karte hai apne phone ki security badhane me aur aaj kal log haldi kisi ko apna password ya pattern lock ni batate hai kyu ki unhe pata hota hai agar hum apna lock bata denge to ye meri sari photos aur videos dekh lega jisse bo kisi ko bhi dikhana ni chate , aaj hum ek esa tarika batayenge jiski madad se aap 1 minute ke andar uski sari photos , videos aur jo bhi file dekhna chate hai kisi dusre ke phone me bo sab dekh sakte hai chaliye ab mai Iski process start karta hu kaise kisi bhi phone ki photos aur videos me lage hue lock ko bina remove kiye photos aur videos ko dekhe.

Android Phone me bina lock remove kiye Gallery ki photos videos ko kaise dekhe


Ab aapko lag raha hoga ki post ka TITlE kuch aur hai heading aur . Aap jyada confuse na ho aaj hum aapko ye batayenge ki kisi bhi android phone me koi lock laga hua hai to hum usko bina remove kiye uski sari photos videos ko kaise nikal sakte hai aur isse humara ye bhi fayda hoga aap jis person ke phones ki photos dekhna chate hai aur uske me lock laga hua hai usko jara sa bhi shaq ni hoga aap par . Lakin usse pehle mai aapko bata du kuch log lock ko hi remove kar dete hai jaise applock ko hi uninstall kar diya jisse humesa ke liye lock hi hat jata hai aur victim ko bhi pata chal jata ki applock ko kisi ne uninstall kar diya lakin aaj hum aapko ek magical tarika batayenge bina kisi app ki help se . Chaliye jante hai kaise kare.

Step 1). Sabse pehle aap Jiske bhi phones ki videos ya photos dekhna chate hai aur uske phone me Gallery aur Filemanager me lock laga hua hai to aap uska phone le lijiye.

Step 2). Aab aap Usme Chrome browser open kariye

Step 3). Aur usme niche diya gya code usko copy ya type karke search kare

File:///sdcard

Step 4). Aab aapke samne ek esi screen aayegi jisme aapko pura filemanger aapke hath me hoga 


Step 5). Aab aap jo bhi photos ya videos hogi usme phone sab dekh sakte hai kisi bhi folder me jake kisi bhi image ko open kariye turant open ho jayegi bo image.ya videos.

Aab aapko aaj maine bata diya ki kaise kisi bhi phone me photos folder ya video folder me lage hue lock ko bina remove kiye uski photo aur video kaise dekhe I hope aapko ye article pasand aaya hoga agar aap aur bhi esi tricks janna chate to Is website se jude rahiye is website par aapko bahut si technical tricks milegi jisse aap bhut kuch kar sakte esi hi aur bhi tricks hai is site par aap unhe bhi padhiye.



Agar aapko yeh post pasand aaya to humara ye Post apne friends ke sath jarur share kare agar koi bhi dikkat aa dai hai to aap bo bhi comment ke through puch sakte hai 

Dhanyabad....

30 May 2017

Kaise pata kare aapki Girlfriend kis kis se phone pe bat karti hai

Aj hum aapke liye fir se Bahut bhadiya latest Trick leke aye jisse ap sabhi Kisi ki bhi Android phone ki call recording apne phone me sun sakte hai aur kisi ko pata bhi ni chalega yani agar man lo apki Koi Girl friend ya kisi ka Boyfriend ap yeh pata karna chate hai ki bo kisse bat karti hai apse ya kisi aur se ya aapko dhoka to ni de rai ap ye sab aj is post ke jariye pata laga sakenge aur apke man me jitne bhi Doubt honge apni girlfriend/boyfriend ke liye bo aj sare clear ho jayenge Is trick se agar aap chate hai ki apka koi Family member ya koi bhi ap Is trick ko follow karke kisi ke bhi android Phone ko apne control me kar sakte hai aur Is method me apko jyada dimak lagane ke Jarurat bhi ni padegi bas ek choti si application apka sara kam aasan kar degi jisse ap pata kar sakte ki Apki Gf kis kis se bat karti hai yani ap uski puri call recording apne Android phone me sun sakte hai chaliye ab mai aapko batata hu ki kaise Kisi bhi Mobile ki call recording apne Mobile me kaise sune

Kaise pata kare Apki Girlfriend kis kis se bat karti hai 

Sabse pehle mai apko bata du isme apko sirf ek android application ki jarurat padegi jisko ap playstore se aasani se Install kar sakte hai aur baki isme kuch jyada karne ki jarurat ni hai chaliye ab suru karte hai

Note : yaha mai apko ek jaruri bat bata du ap jiske bhi phone ki call recording apne phone me sunna chate hai to uska phone 2 minute ke liye apne pass lena hoga jaise man lo ap apni Girlfriend ki call recording apne Phone me sunna chate hai to apko uska kisi bhi tarah se sirf 2 minute ke liye apne pass phone lena hoga bas aur kuch ni karna I hope ye aap aasani se kar sakte hai 

Step 1). Sabse pehle ap apne victim ka phone apne hath me le lijiye 

( victim ka matlab hai jis person phone ki ap call recording sunna chate hai us person ko victim bolte hai )


Step 2). Ab mai man ke chal raha hu apke victim ka phone apke hath me hai aur ab ap usme playstore open kariye aur search option me jake search kariye  Hidden call recorder  aur ye sabse upar hi aa jayega isko install kar lijiye victim ke phone me

Download Hidden call Recorder

Uske bad ab usko open kariye aur accept option par click kare aur uske bad Email dalne ka option ayega simple ap usme apna Email dal de Aur Next par click kar de


fir Access code mangega baha par koi bhi no. Type kar de four digit tak jaise 1234 ya koi bhi ab ap niche image me dekhiye ej esu screen khul kar ayegi yaha par aap Hide Icon par click kar dijiye

Bas uske bad apka kam ho gya aur apne victim ka phone usko vapas kar de
( mujhe victim ke phone me itni process karne me sirf 50 second lage the apko bhi 2 minute se jyada ni lagenge isliye jaldi karna kahi apke victim ko aap par shaq na hi jaye isliye ).

Step 3) Ab ap Apke email par mail aya hoga usko check karo aur waha par ek esi screen khul kar ayegi niche image me dekh sakte hai


Step 4). Ab aapke email me jo mail aya hai waha par click kariye aur aap sidhe hidden call recorder ki website par pahuch jayenge aur waha par apke victim ke sari call recording aane lagegi ap aap usko apne phone me download karke sun sakte hai


Aj humne aapko sikhaya ki kaise kisi bhi phone ki call Recording apne phone me kaise sune yani Kisi ki bhi call recording ko apne control me kaise kar sakte hai


Humari site par aur bhi latest tricks hai agar aapne unhe miss kar diya to aap unhe bhi padhiye
●  Sirf Ek message Bejh ke kisi ka bhi phone switch off kaise kare

Whatsapp hack kaise kare aasani se ek choti si trick.

Agar aapko humara yeh  Jankari achi lagi to hume jarur comment karke bataye aur agar aapko koi problem aa rai hai to aap comment karke puch sakte hai vaise apko humari yeh post se thodi si bhi help mili hai to isko Social Media par Share jarur kare jisse meri bahut Help ho jayegi


Thank you All Readers have a Ńïčé Day

19 Aug 2016

Android phone ki call recording kaise start kare

Aj hum apko batayenge ki  kisi bhi android phone me phone call record kaise kare maine apni pichli post me bataya tha Android phone se weather ka kaise pata lagaye  aur aj ap is post ke jariye jan payenge ki  phone ki call recording kaise kare kare jyadatar phone me ye features phone company me pehle se hu aata hai lakin kuch me ni hota hai lakin aj ap is method ko apne use kar ke har android phone me Call recording ka feature dal payegnge aur jo mai aj tarika batane bala hu ye sabse easy hoga ye har Sare android phone me work karegi

Android phone me call recording ke liye kin chijo ki jarurat padegi 

Isme hume jyada kuch ni chaiye sirf ek android phone jisme call record karna chate aur ek mobile application ki bas itne se humara kam chal jayega chaliye ab ye bhi jan lete hai smartphone (android) me phone call recording kaise kare 


Must Read:


Android phone me Phone call recording kaise kare 

(How to Phone call recording in Android phone)

Step 1). Sabse pehle yaha se ek application ko download kar lijiye iska name hai Automatic call recorder 
Ye application apko playstore par free me mil jayega 


Step 2). Ab isko apne mobile  install kar lijiye uske bad isko open kariye 

Step 3).  Jaise hi is application ko open karenge call recording ka features apke android phone me apne ap activate ho 
jayega

Ab ap kisi ko bhi call karenge ya koi bhi call receive karenge to automatic call record hoke save ho jayegi

Ye bhi padhe: 



Ab ap seekh gye hai phone me call recording kaise kare agar apko ye post pasand aya to isko social media par jarur share kare jisse kai logo ki help ho jayegi Aur Alltechnhindi.com bhut si helpful post hai unhe bhi padhiye 


31 Jul 2016

Delete hui photos aur videos ko vapas kaise laye without Computer

Ab sabhi logo ke liye aj hum fir ek but bhadiya si post leke aye hai jisse ap sabhi log delet hui photos aur videos ko vapas la sakte hai aur bo bhi bina computer ke ab ap sab soch rae honge ki ye sab kaise possible ho sakta hai bo bhi without computer ke to mai ap sab logo se sirf itna hi kehna chaunga ki is site alltechnhindi.com par hum sab kuch karke dikhayenge aj hum apko is post me ek esi trick batayenge jisse ap log apni delete hui photos ko vapas la sakte hai bhut se logo ko dekha hai maine jinse dhoke se apni personal photo ya videos jo unke bahut kam ki hoti hai aur bo unse  delete ho jati hai fir bo dubara un photos ko recover ni kar pate aj apko pata chal jayega ki hum kaise photos ko vapas laye mai apko ye bhi bata du ye jo mai yaha method bata raha hu apko ye method apko goggle par bahut kam milega  to chaliye ab hum jan le iske liye humko kya kya jarurat padegi jiske dwara hum  apne phone ki delet hui photos ko vapas la sake

Is method ke liye kya kya chaiye

Is method ko use karne ke liye apke pas ek android phone hona chaiye aur bo android phone root hona chaiye agar ap root ka matlab ni jante to koi bat ni chaliye mai apko batata hu
Aur dusra apko ek android application ki jarurat oadegi jo ap playstore se free me download kar sakte ho mai apko niche ek link deta hu usse ap download kar sakte hai 


Root kya hai

Is method ke liye apko apne phone ko root karna padega jisse ap apne phone ki system tak pahuch bana sakte ho mai iske bare me do post kar chuka hu ap bo read kar lijiye usme apko aasani se pata chal jayega android ohone ko root kaise kare aur ye root kya hota hai 

Delete photos aur videos vapas kaise laye


Step 1) . Sabse pehle ap apne android phone me ek application download kar lijiye iska name hai Dr.fone  isko ap playstore se free me download kar sakte hai

Step 2). Agar apke phone me application install ni ho raha to ap ek kam kariye sabse pehle setting me jaye security me jaye aur unknown source ke samne tick kar de ab bas apke phone se install blocked ka option hat gaya koi bhi application install kar sakte hai

Step 3). Ab ap Dr.fone ko open kariye open ek esi screen khul kar ayegi jisme ap photos recovery par click kariye


Step 4). Jaise hi ap photos recovery par click karenge apse root permission mamgi jayegi simply usko allow kar dijiye fir bas ap ap image ka size chosse kariye jis bhi size ki image recover karni hai

True balance se paise kaise kamaye

Step 5). Aur uske bad apko bhut si photos dikhegi sari delete bali hi hongi jo apke kam ki ho usko ab ap aasani se recover kar sakte hai

Isey bhi padhe:


Note : ye method sirf rooted phone me hi work karega agar apka phove roit ni hai to ye post padh ke apna phone sabse pehle root kar le Click here Read this post


Agar apko abhi bi koi dikkat aa rai ho to ap comment karke puch sakte hai agar ap humari bhi kuch help karna chate hai to is post ko social media par jarur share kare aur humari is site par aur bhi use fulnpost hai jinse apki knowlodge bhut badhegi un post ko read kare 



24 Jul 2016

Android phone ko Format kaise kare yani HardReset kaise kare.

Kabhi Kabhi jab humara android phone bhut hang hone lagta hai tab Phone chalane ka man bhi ni karta agar hum usi time apne phone ko Reset kar dete hai jisse phone ka sara data delete ho jata aur humara phone ek dam naya ho jata hai aj hum is article me apko batayenge ki android ko hard reset kaise kare jisse agar apka sara data delete ho jeyega aur phone bhut smoothly run karega hum apne phone ko do tarah se reset kar kar sakte hai ek simple Reset aur dusra hard reset aj hum apko ye dono tarike bataynge ki simple reset aur hard reset kaise kare lakin humare liye ye bat bhi janna bhut jaruri hai ki simple phone reset aur hard phone reset in dono me kya Difference hai to chaliye jante hai kya hai Simple phone reset aur hard phone reset

Simple phone Reset aur Hard phone Reset me kya antar hai


Ap sabhi log Reset ka matlab to jante hi honge ki ye kya hota hai agar ni jante to mai apko batata hu Reset ka matlab hota kisi bhi chij ko Format karna yani usko delete karna jab kisi Android phone ko format karna hota hai to usey Reset kahete hai  aur simple Reset aur Hard reset me sirf itna hi antar hai Simple Reset sirf phone ka sara data delete karta hai aur ye virus ko delete ni kar pata aur bhi jo apps mobile ke liye khatarnak ban jate bo bhi isse delete ni ho pate jisse phone fir vaise ka vaisa hi rehta aur hard Reset ka matlab hota hai phone sara data delete kar de jitne bhi virus aur jitne bhi mobile ko crash karne bali files sab iske andar aata hai aur ye kuch hi seconds me remove kar deta hai jisse phone ek dam new ho jata aur phone bhut smoothly chalne lagta hai


Hard Reset karne ke fayde

Hard reset karne bhut se fayde hote hai yaha mai kuch fayde apko bata raha hu 

*.  Isme sabse acha fayda to apka ye hoga ki suppose apke phone me PIN lock , password lock , Pattern lock etc. Jaise bhi type ka lock laga hai apke phone me aur ap agar bhul gye yani apne Android mobile me pattern lock laga diya aur ap uska pattern bhul gye fir bhi ap usko khol sakte hai phone hard reset karke 

*. Aur agar apke phone me koi application virus ban ke aa gya ya koi galti se apse galat file download ho gyi aur bo delete hi ni ho rai aur na hi application uninstall ho raha bo bhi ap Hard Reset se sab remove ho jayega 

*. Agar apka android phone bahut hang ho raha hai iska matlab seedha hai ya to apke phone me data bhut jyada hai aur apke phone me kai virus aa chuke hai jisse apka phone crash bhi ho sakta agar ap hard reset karte hai to apka Android phone bilkul nya jaisa ho jayega aur apka phone kuch hafto tak Hang bhi ni hoga 

Ab ap samaj hi gye honge ki Reset karne se kitne fayde hai ab hume ye bhi jan lena chaiYe ye sab kaise karte hai

Android phone ko Simple  Reset kaise karte hai

Apko bata du ye bahut easy hai karna iske liye jyadatar log is method ko jante hi honge fir bhi mai apko batata hu 

Sabse pehle ap apne android phone ki setting me jaiye fir ek option hoga  'Backup and Reset ' simple us par click kar dijiye fir ek option ayega ' factory data Reset ' us par click kariye fir ek option aur ayega " Reset " bas ispe click kar dena jaise hi click karenge turant sab data clear ho jayega aur apka phone kuch hi second me reset ho jayega


Ab ye to hui simple Reset ki bat jo ek aaminsaan bhi kar leta lakin jyadatar log Hard Reset ni kar pate chaliye aaiye jante hai kaise karte hai Android phone ko hard Reset.

Must Read :


Smartphone ( Android ) ko Hard Reset kaise kare 

Ye kam thoda risky hai isliye niche ki steps ko dhyan se padhe : 

Note : yaha mai pehle bata de raha hu apne phone ko reset karne se pehle Apni Sim cards aur memory card alag nikal kar rakh le ho sakta hai apka Memory card aur sim card dono ka hi data delete ho sakta hai 

Samsung companies ke Android phone ko hard Reset kaise kare 


Niche di hui sari steps ko dhyan se padhkar follow kare:

Step 1). Sabse pehle ap Recovery mode ka option nikaliye uske liye  sabse pehle ye kariye

Volume down button , home button ,  Power button In tino button ko ek sath dabaye rahiye kam se kam Ek minute tak jaise hi Recovery mode ka option nikal aye turant chod dijiye


Step 2). Fir ek esi screen khul kar ayegi upar image me dekh sakte hai yaha apko ' wipe data /factory Reset '  aur iske bad ek aur screen khulegi usme ' clear all data '  is option par enter kariye bas apka kuch hi second lega apka pura Phone Reset ho jayega Ab ap apna Phone Reboot kar le

● Kisi ka bhi whatsapp hack kaise kare

Note : yaha volume down button ka matlab hai jisse ap phone ki volume kam karte hai bo aur home button jo phone ke bich me hoti hai aur power button ka matlab jisse phone switch off aur Switch on karte hai in tino ko ek sath dabana hai jab tak Recovery mode ka option ni nikal aata
Agar abhi bhi ni samaj me ni aya to niche Image me dekh ke samaj lijiye

Micromax , Lava etc. Companies ke Android phone ko hard Reset kaise kare

Mai apko bata du isme bhi same process hoti hai bas  in phones me home button ni hoti yani screen ke bich bali button ni hoti isliye in companies ke phones me Recovery mode ka option ni nikal pate lakin hum yaha ek aur method batayenge jisse aasani se Recovery mode ka option nikal sakte hai

Step 1). Sabse pehle ap apna phone switch off kare 

Step 2). Ab power button ko dabaye rahiye aur Volume Up button + volume down button in dono ko dabate rahiye 
( yaha par apko power button ko daba ke rakhna aur volume Up button aur Volume down button in dono ko press karte rehena hai tab tak jab tak Recovery mode ka option ni nikal aata ) 



Step 3). Thodi der bad Recovery mode ka option nikal ayega isme bhi apko upar ki tarah same process karni hai 

Step 4). Wipe data factory is option ko select kariye fir ek option aur ayega clear all data isko select karna hai bas apka phone kuch hi second me Reset ho jayega

Uske bad Android phone Reboot kar le 

 Note : Recovery mode me apke phone ka touch kam ni karega isliye ap volume button ko daba ke upar niche option select kar sakte hai aur yaha power button ko baba ke enter kar sakte

Aj humne Apko bataya ki kaise hum Apne android phone ko hardReset kare agar ap kuch bhi aj ap sikhe hai to please is post ko share karna na bhule Apko ek post ko share karne se koi fark ni padega lakin meri bahut help ho jayegi pls isko share jarur kariye
Agar apko abhi bhi koi dikkat aa rai to ap humse comment ke dwara puch sakte hai  Alltechnhindi.com par aur bhi useful post hai unhe bhi Read kariye

Thank you All my Readers have

22 Jul 2016

Sirf Ek message bejh ke kisi ka bhi phone Switch off kaise kare

Aap sabhi logo ko Article ka Title padh ke bada azeeb lag raha hoga ki hum kaise ye kar sakte hai kya esa bhi possible hai to mai apse bas itna kehna chaunga ki humari Site Alltechnhindi.com par sab kuch possible hoke rahega mai aj ke is article me bataunga ki sirf ek message bejh kar kisi ka bhi phone Switch off kare yani hum door baithkar kisi ka bhi phone Switch kar sakte hai sirf ek message bejh kar suru me to muje bhi is tarike par vishwaas ni hua jab maine is method ko apply karke dekha to bakai muje esa laga ki jaise phone me kuch magic jaisa ho gya ho aj hum apko bhi yahi magical trick batayenge jisse ap apne Dosto ko khub paresan kar sakte yani unka phone Switch kar sakte bo bhi door baithkar to chaliye ab ye bhi jan lete hai ye method apply karne ke liye muje kya kya jarurat padegi bo mai apko niche batata hu usko dhyan se


Kisi ka bhi message bejh ke Mobile switch off karke ke liye kya kya chaiye 

Isme jyada kisi bhi chij ki jarurat ni padegi sirf ek Android phone jisko ap ek message ke switch off karna chate hai bo phone aur ek application jo hume aasani se goggle me mil jayega waha se download kar sakte hai ya mai apko ek niche link dunga us link par click karke bhi download kiya ja sakta hai

Isme ek bat bhut important hai jis bhi android phone me ap ye method apply karenge bo phone apka root hona chaiye agar ap root ka matlab ni jante to maine uske liye bhi detail me post ki ap bo padh lena usse apko aasani se pata chal jayega Phone root kya hota aur usko kaise kare
Root ki post padhne ke liye yaha click kare

How to switch off Android phone send one message only 


( sirf ek message bejh kar phone Switch off kaise kare ) 

Ye trick bhut simple hai ap isko aasani se apply kar sakte  niche ke steps dhyan se padhe : 

Step 1). Sabse pehle ap Ek application download karna padega jiska name hai 
 ' Remote power off '  ap is application ki madad se esa kar payenge isko niche di hui link se download kar sakte 
Step 2). Ap ap ' Remote power off ' ko apne phone me install kariye
Note : ( agar apke phone me install blocked aa raha ho to sabse pehle apko unknown source enable karna padega uske liye sabse pehle setting me jaye security me jaye aur unknown source ke samne tick kar de bas apke phone me unknown source enable ho gya ab koi bhi application aasani se install kar sakte ) 
Step 3). Ab apke phone me Remote power off install ho gya hoga ab usko open kariye jab ap open karenge to ek esi screen khul kar ayegi ( niche image me dekh sakte hai )



Step 4). Ab apko yaha par  jaha par Enter current code likha hai waha par ye type kare  null   aur jaha par Enter new code likha baha par koi bhi number type kar de jaise 12345
Aur niche bale option me bhi wahi number type kare jo upar kiya tha 12345 aur change secret code par click kar de

● GTA 5 Kaise chalaye android phone me

Step 5). Ap apse root permission mangega simply usko allowkar dena

Ab ap kisi bhi dusre phone se wahi no.type karke is phone me message bejhe jo apne Enter new code ( 12345) me dala tha aur fir sirf wahi type karke is phone par send kare jaise hi is phone me message pahuchega apne ap switch off ho jayega


Note : ye sirf rooted phone me ho trick work karegi agar ap ni jante root kaise karte hai to ye post padhe Click here read this post

Isey bhi padhe : 



Ab ap seekh gye hai ki ek message bejh ke phone ko switch off kaise karte hai Agar apko abhi bhi koi problem aa rai ho to comment karke puch sakte hai ye post acha laga ho to Ise social media par share karna na bhule

● WhatsApp Hack Kaise kare latest trick

Thank you friends have a nice day 



21 Jul 2016

Android phone me notification menu ka color kaise change kare

Aj ke Is post ke through apko hum android phone ke notification menu  ka color kaise change karte ye batayenge ap sab log jante hi honge notification menu bar kya hota hai Agar ni jante to maI apko batata hu ap sabhi logo ke phone me sabse upar ek menu bar hota hai jisme kuch is tarah ke option hote hai wifi , Location, Screen rotation,  Bluetooth, mobile data etc usi ko hum Notification menu bar kehte hai aj is post ke jariye apko pata lag jayega ki hum usko kaise customize kare yani hum usko jaisa banana chaye bilkul baisa bana sakte hai bo bhi kuch minutes me ap Notification menu bar ka color change kar sakte hai jo bhi ap apne pasand ka color use karna Chao bo bhi kar sakte ap notification menu bar ka View bhi change kar sakte hai apne dekha hoga jitne bhi Samsung companies ke phone hote unme alag tarike ka Notification menu bar hota aur Lava , micromax etc. Companies me kuch aur style me notification menu bar show hota hai Agar ap Samsung ke phone me Lava company ke phone ka notification menu bar set karna chate hai to bo bhi kar sakte hai  Ab chaliye jante hai ye sab kaise kare


Notification menu bar ka color change karne ke liye kin kin chijo ki jarurat padegi 

Isme hume jyada kisi chij ki jarurat ni padegi bas ek Mobile application se hi kam ho jayega jo ki ap playstore se free me download kar sakte hai Mai apko yha niche link de raha hu ap waha se download kar sakte hai aur isme ye bhut achi bat hai ki ye trick har android phone me work karegi yani ye hum unrooted phones me bhi use kar sakte hai jisse hume apna koi phone root ni karna padega to chaliye ab ye bhi jan lete isko kaise use kare 


How to change Notification Menu color 

Ye bhut easy method hai ap isko aasani se kar sakte hai :



Step 1). Sabse pehle ap Ek application download karI ye iska name hai color status bar is application ko niche di hui link se download kar sakte 
Step 2). Ap ap Color status bar ko Apne phone me install kariye aur install karne ke bad open kare 

Step 3). Isko open karenge to ek esi screen khul kar ayegi



Yaha apko enable status bar par tap karke isko enable kar dijiye
Jaise hi ap is par click karenge turant ap mobile ki setting me pahuch jayenge what par isko enable kar dena bas apka notification enable ho jayega



Step 4) ap ek upar option hoga theme ka upar ki image me dekh snakte hai us option par click kar ke ap apne pasand ki notification menu laga sakte hai usme ap apni image bhi edit karke laga sakte color bhi change kar sakte aur bhi bhut kuch kar sakte

Isey bhi padhe : 



Ab apne Sikh liya hai ki hum kaise kisi bhi phone ke notification menu bar ka color kaise change kre



Agar apko abhi bhi koi doubt ya koi bhi problem aa rai hai to ap mujse comment ke dwara puch sakte hai
Agar ap meri bhi kuch help karna chate to mai bas apse itna hi kahunga please is post khub share kariye muje bs isi me khusi hogi baise humari site Alltechnhindi.com aur bhi helpful post hai unhe bhi padhiye

Thank you friends have a nice day 

20 Jul 2016

Android phone ki Welcome screen (Booting Screen ) ko kaise change kare

Ap welcome screen ka matlab to jante hi honge ki kya hoti hai aj hum isi ke bare me batayenge ki kaise apni welcome screen ko kaise change kare kisi bhi android phone ki welcome screen ka matlab hota hai jab ap apna phone Restart karte hai yani jab phone ko switch off karke usko dubara open karte hai tab ek screen show hoti hai usko welcome screen kehte hai baise isko booting screen bhi kaha jata hai Agar ap apne android ki original booting screen ko dekh dekh ke bor ho gye ho aur apko agar change karni hai bahi screen to aj ap is post ko follow karke apni kisi bhi android phone ki booting screen ko change kar sakte hai yaha mai apko bhut hi simple tarika bataunga jisse ap aasani se Booting screen yani welcome screen ko change kar sakte hai

Ye bhi padhe : 



Welcome screen ko change karne ke liye hume kin kin chijo ki jarurat padegi 



Sabse pehle hume ye bat bhi jan lena chaiye hume android phone ki welcome screen change karne ke liye kya kya chaiye mai apko batata hu Yaha mai apko bhut Easy method bataunga jisse ap aur hum badi aasani se welcome screen ko change kar sakte hai Ab mai batata hu apko kin kin chijo ki jarurat hai isme 

1). Sabse pehle apka jo android phone jiski ap welcome screen change karna chate hai bo phone root hona chaiye agar ni hai to ap apne phone ko Root kar le pehle

Android phone ko root kaise kare

2). Internet connection ( har kisi ke phone me hota bas apna Mobile data on kar lena )

3). Boot animations ( ye ek application download karna hoga jo ki playstore pe free me available hai ap usko playstore se download kar sakte hai ) 


Note :  Agar apka Android phone root ni hai to usko sabse pehle root kar le iske liye mai do post kar chuka hu already ap un dono post ko sai se follow kare Agar koi ek method work na kare to dusre method ko try kare Agar tabbhi work na kare to meri advice ye hai ap computer bale method ka priyog kare jo har phone ko root kar dega  jo maine is post me bataya hai Read this post
Agar apke pas computer ni hai to kisi pas me cybercafe me jake ap us method ko waha jakar follow kare 

Welcome Screen (Booting screen) kaise change kare 


To chaliye ab hum apko batate hai kaise change kare Android phone ki welcome screen ko uske liye niche ki steps ko dhayan se padkar follow kare : 

Step 1). Sabse pehle Apko ek mobile application download karna padega uska name hai Boot Animations isko niche di hui link se download kar sakte hai 


Step 2). Ab ap Boot animations ko apne phone me Install kariye Install karne ke bad isko open karna jaise hi ap isko open karenge ek esi display show hogi 



Step 3).  Ap yaha ap apni pasand ki animation choose kar lijiye jo bhi apko acha lage fir ap usi par tap karna fir apko root permission mangega simply usko allow kar dena





Step 4).  Ab apko us animations ke bare me full details milegi aur ek option aur hoga install karna simply is par click kar dijiye ab install hone me kuch time lagega thodi der me apki boot animation install ho jayegi bas apka kam ho gya

Now Apki booting screen change ho gyi hogi ab ap apna phone Switch off  karke dubara open kare ap apki new boot animation yani new welcome screen set ho gyi hogi


Agar apne ye pura post dhayan se padkar follow kiya hoga I hope apne apne phone ki welcome screen ko change kar liya hoha agar apko aur bhi isi tarah ki new updates chaiye to ap humara facebook page jarur like kare Agar apko abhi bhi koi dikkat ho rai ho to mujse comment ke through puch sakte hai aur ap ye post jarur social media par share kare



Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add