31 May 2017

Apple Iphone 4,4S,5,5C,5S,6S etc. Me Personal Hotspot Kaise banaye

Hello Iphone users Aj hum ap logo liye ek bahut hi bhadiya jankari leke aaye agar aap IPhone use karte honge to aapne usme wifi bhi use kiya hoga aur agar aap Apne Iphone me mobile data ka bhi Use karte honge aur aapne kabhi socha hai ki aap bhi android phone ki tarah Iphone me bhi Personal hotspot bana sakte aur us Hotspot ke through ap kisi bhi phone me Internet share kar sakte ab aap soch rae honge kaise , vaise jab aap new new Iphone lete hai to usme kuch feature Enable ni hote hai aur unhe bad me enable kiya jata hai jaise agar aapne Iphone 5S kharida aur ap Apne Iphone ke through kisi aur Iphone me Internet chalana chate  lakin Apke Iphone5S me Personal hotspot ka option hai hi ni to kaise karoge aaj hum Is Post me yahi batayenge ki kaise kisi bhi Iphone me hotspot ka feature enable kar ke Interner share kar sake vaise to ab jo New Iphone aa rae hai jai Iphone 6 ,6plus,6S ,SE ,7,7S ,7plus etc. Inme to pehle se hi option hota ek Personal Hotspot ka lakin jo old Iphone hai jaise 4 4S,5S,etc. Inme option ni hota hai chaliye ab jante hai kaise is problem ko fix kare


All Iphones me Personal Hotspot feature kaise Enable kare

Isme aapko jyada kuch ni karne ki jarurat hai na hi koi application download karna hai bas ek simple si trick apke kam ko aasan bana degi aaiye jante hai kaise

Step 1). Sabse pehle ap Apne iphone ki setting me jaye 

Step 2). Ab aap Mobile data me jaye aur mobile data ko On kar de uske bad aap wahi par  Mobile data option par click kariye 

Step 3). Ab aap mobile data Network par click kariye aur uske bad niche swipe kariye 

Step 4). Ab jaha par personal hotspot likha hai waha par Username ke option par click kariye aur waha par Hotspot type kar do aur wapas back aa jao

Step 5). Ab aap dekhiyega ek option aa jayega Personal hotspot ke name bas ab aap usko On kar lijiye uske bad kisi bhi other phones se apne Iphone ka hotspot connect kar le aur Internet ka maza le


Aj humne aapko sikhaya ki kaise Kisi bhi Iphone me Personal Hotspot kaise banaye aur agar aapko abhi bhi koi dikkat aa rai hai Hotspot create karne me to aap is site par comment karke puch sakte hai

Agar aapko yeh post pasand aya to please Is post ko jyada se jyada social Media par share kare aur apne friends ke sath bhi share kare jisse aap share karke meri bhi help kar sakte hai aur Is site par aur bhi technical tricks hai like android phone hacking etc. Agar aap bo sab padhna chate hai to aap niche niche topic ke option me jake topic select kar ke pad sakte hai

Thank you all friends Have a Ńîçè Daý

30 May 2017

Iphone 5,5C,5S,4,4S,etc. Me Jio Sim se call kaise kare (100% working)

Aj hum is post me aapko batayenge ki kisi bhi apple company ke phone yani Iphone me Jio Sim se call kaise kare permanently yani ab jo  VOLTE supported Iphone ni hai Ab hum unse bhi Jio sim se call kar sakte jyadatar aapne dekha hoga log apne apne iphone Jio sim to dal ke rakhi hai lakin  usme sirf Internet hi use kar sakte hai kyu ki Iska reason hota hai Apka jo Iphone hai usme sirf LTE hi hai vaise to har 4G Iphone me LTE supported to hota hai lakin har 4G iphone VOLTE support ni hota jisse aap kisi bhi iphone se call kar sake jaise ye kuch phones hai jisme LTE to hai lakin VOLTE ni hai jaise Iphone 5, Iphone5S , Iphone5C etc. Yani Apple company ki 5 series me VOLTE hai hi ni aur aap bina VOLTE ke call bhi ni kar sakte hai lakin Aj hum is post me ek esa tarika batayenge jisse aap aasani Se Iphone Call bhi kar sakenge aur uske sath sath message bhi send kar sakenge aur yeh Trick humesha work karegi jab tak JIO chalega tab tak chaliye fir suru karte hai iski process kaise hum Iphone me jio sim se call kare

Jio sim se Iphones me call kaise kare

Apple companies ke jo old Iphones hai jaise 4 , 4S , 5, 5C ,5S jisme hum sirf Jio sim dalke net chala sakte lakin unse jab hum call lagate hai tab bo lagti hi ni chaliye ab jante hai kaise call lagaye


Step 1). Isme aapko kuch karne ki jarurat ni sirf ek Iphone application Install karna hoga apne Iphone me bas uske bad aap humesha kisi ko bhi call laga sakte aur aapke pass bhi call aa jayegi yani ek tarah se aapka iphone bhi VOLTE ban  jayega lakin aap jo Iphone ka dialer option hai usse call ni laga sakte uske liye aapko dusre app ka dialer use karna hoga

Step 2). Sabse pehle aap apne Iphone ke Appstore me jaiye aur waha par search kijiye Jio4G voice aur is application ko apne Iphone me Install kar le


Step 3). Kuch hi der me ye complere install ho jayega aapke Iphone aur uske bad is app ko open kariye aur bas aab aap is Iphone application ke jariye Unlimited call kar sakte hai kisi ko bhi aur sath me isi app ke jariye message bhi send kar sakte hai


.
Yani aab aap pura maja le sakte JIO SIM ka


Note : humari site par aur bhi Usefull tricks hai jaise android tricks , hacking tricks etc. Jisse aap sab kuch kar sakte sirf apne phone se un post ko bhi padhiye in post se aapko bhut help milegi aur agar humari site se har post ka aapko notification chaiye to aap humara Facebook group join kar sakte hai

Agar aapko yeh post pasand aaya to hume jarur comment karke jarur bataye agar koi dikkat aa rai ho to bo bhi aap apni gmail ki ID log in kar ke comment me Puch sakte hai agar aap humari jara bhi help karna chate hai to is post ko social media aur apne friends ke sath share jarur kare

Thanks all my Readers have a ŅîČè Day

25 May 2017

Android Phone se Iphone me Data Share or transfer Kaise Kare (100% working)

Hello Readers, How are you , Aj mai ap sab ke liye ek behtreen tricks leke aya hu jo bhut se Iphone user dhoond rae the Aj mai apko bataunga ki ek android se Iphone me Songs , photos , videos etc. transfer kaise kare jyadatar logo ko maine dekha ki bo Iphone le lete hai uske bad usme movies ya songs Iphone se android phone me transfer ni kar paate aur aj mai apki sari Iphone se judi smasya ko theek kar dunga to chaliye ab mai apko batata hu Iphone se Android phone me koi bhi cheez transfer kaise kare

Android phone Se Iphone me Data Share kaise kare


Step 1). Sabse pehle apko apne android phone me Share it download karna padega

Install Share it for android

Step 2). Ab apko apne iphone me bhi share it download karna hoga jo apko App store par mil jayega


Step 3). Ab mai man ke chalta hu ki apko android phone se iphone me Song transfer karna hai to ap simple android phone me share it open kare aur Send option par click kare ab ap kisi bhi song select kar ke next par click kare uske bad connect to IOS par click kariye

Step 4). Ab ap apna iphone me shareit open kariye aur receive me click kariye uske bad niche ek option hoga connect non ios device is option par click kare aur iske bad
Ap apne iphone ki setting me jaye aur wifi se android phone ke hotspot ko connect kar le

Fir ap vapas shareit khole aur apka song fastly send hone lagega

Is tarah se hum Ek android phone se iphone me data share kar sakte ya iphone se android me share kar sakte hai



Agar aapko abhi bhi koi dikkat aa rai ho is process me to ap niche comment karke puch sakte hai agar aapko ye post pasand aaya hai to please isko share karna na bhule ap share karne ke liye niche ki buttons ka Use kar sakte hai

Thank you Readers have a Ńîçë Day

26 Jun 2016

Android phone ko Iphone kaise banaye

Hi friends Aj ke is Article me apko btaunga ki apne Android phone ko Iphone kaise banaye yani hum android phone me ios version kaise dale jyadatar sabhi log iPhone ke bare me jante hi honge Iphone hum apple ke phones ko kehte hai jo ki bhut achi company hai aur mere hisab se world me no.1 mobile company hai ye iske features bhut mast hote hai ye phone bahut smoothly chalta hai aur bhi iski kafi achi achi chije hai aur jyadatar iPhone mehenge hi aate hai aur agar hum kisi bhi android phone ko Iphone bna le to ye bhut achi bat hui na chaliye ab hum ye bhi jan lete hai ki hume isme kon kon si chijo ki zarurat padegi android phone ko Iphone me change karne ke liye


Android phone ko Iphone bnane ke liye kya kya chaiye 



Isme apko kuch applications ki zarurat padegi jo hume goggle ya playstore par aasani se mil sakte hai ap unko waha se download bhi kar skte hai aur hum inke name bta rae hai aur in apps ka kya kya work hoga bo bhi jan lijiye 

I launcher 

Ap sabhi log launcher ka matlab to jante hi honge ki ye kya hota hai Ilauncher se android phone me bilkul iPhone jaise look aa jata yani humare menu bar ek dam Iphone jaisa ho jata hai aur kuch is tarah se niche image me dekh sakte hai aur isko niche di hui button se download kar sakte 



Inoty 

Ye application bhi bhut acha hai is application se upar ki notification bilkul iPhone ki tarah ho jati hai Agar ap isko upar se niche ki taraf swipe karke dekh sakte hai isko bhi niche di hui download button se download kar sakte 



Control Center

Is application ki help se ap Iphone ke jaise notification la sakte hai jo ki android phone me upar se niche ki taraf swipe karne se notification aata hai bahot isme bhi ayega bas isme thoda sa change hua hai isko niche se upar ki taraf swipe karke dekh sakte hai 

OS8 lockscreen 

Is application se ap Android phone me iPhone jaisa lock laga sakte hai jo ki iPhone me slide lock aata hai bahi android phone me bhi lag jayega ap isme slide lock change bhi kar sakte hai 


Android phone ko Iphone kaise banaye&nbsp 


Android phone ko ios me change karne ke liye mai upar kuch applications bataye hai sirf unko download karna hai ap unko ek ek karke sabhi applications ko download karke apne phone me install kar le aur uske bad sabhi apps ko open karke on kar lijiye bas apka Android phone ek ios version yani Iphone me badal jayega I hope ab ap seekh gye honge 


Agar ye application upar di hui link se download ni ho rae hai to ap inko goggle me search karke download kar sakte hai


Agar apko abhi bhi koi dikkat aa rai ho to ap mujse comment karke puch sakte hai hai muje apki help karne me khusi hogi aur ap meri bhi kuch help karna chate hai to is post ko share kariye jisse aur logo ki bhi help hogi humari site par aur bhi useful post hai unhe bhi padhiye



Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add