12 Sept 2016

Kisi bhi Mobile number ki location kaise pata kare

Aj ke Is Article me mai Apko esi jankari bataunga jise bhut se log dhundh rae hai Aj ap sikhenge ki hum kisi bhi android phone se kisi bhi mobile no. ( Sim no. ) ki location kaise pata kare aur kabhi kabhi apne dekha hoga apke mobile me unknown no. se call aati hai aur bo apko paresan karta hai jisse ap bhut problem me pad jate hai ya apka koi friend hi unknown no. se call karke paresan karta aj mai apko jo tarika batane bala hu usse ap kisi bhi mobile no. ki location pata laga sakte simple sabdo m kahe to ap sirf ye jan sakte ki kon se state se sim liya gya us sim ki  location apke phone me aa jayegi aur ye bhi batadega ki ye sim kis company ki hai  yaha mai apko do method bataunga jisse ap aasani se pata kar sakenge chaliye fir mai apko bata hu Kisi bhi ( mobile ) SIM number ki location kaise pata kare


Method Ist : 

How to find Location any Mobile number

( kisi bhi mobile no. ki location kaise pata kare)



sabse pehle apko bata du mai apko yaha ek application bataunga jiski sabse bhadiya bat hai ki bina internet ke bhi work karega yani usme hume Net on rakhne ki jarurat ni padegi hum kisi bhi no. ki location pata karni bo hum bina net ke kar sakte hai aur isme ap Canada , USA etc. ke bhi mobile no. ki location pata kar sakte hai chaliye ab mai apko batata hu 

step 1). sabse pehle niche di hui link se ek Application ko apne android phone me Install kar lijiye Is application ka name hai ' Mobile number locator'



Download Mobilenumberlocator



step 2). Ab ap jaise hi Mobile number locator app ko open karenge to ek esi screen khul kar ayegi jisme apko jis number ki location pata karni hai uska mobile no. daliye aur find par click kariye bas kuch hi second apko number ki location bata dega aur ye bi bata dega ki bo kis company ka hai 

Is application ki sabse bhadiya bat hai ki ye without Internet work karta hai Isme apko Internet ki bilkul jarurat ni aur dusri achi bat hai ki Jab bhi apke pas koi call ayega to pehle hi upar screen par bata dega ki ye kis location ka hai aur kis company Ki sim hai

Android phone ko Root kaise kare 100 percent working

Reliance sim ke bare me 10 bate jane jio sim asli Raaz kya hai



Method 2nd :

kisi bhi mobile no. ki location kaise pata kare


yaha mai apko ek aur method bata raha hu jisse apko apne mobile koi application Install karne ki jarurat ni hai aur is method se ap kisi bhi computer ya kisi bhi mobile me ye method apply kar sakte chaliye ab mai apko batata hu kaise pata kare kisi bhi SIM no. ki loaction

Step *). Sabse pehle Is website ko open kariye 


step *). Ap ap jaise hi is website ko open karenge to ek esi screen khul kar ayegi

step *). Ab jaha box khali pada hai waha jis bhi mobile no. ki location pata karni ha uska mobile no. daliye aur show par click kariye bas apko kuch hi second me uski location bata dega aur Ye bhi bata dega ki ye Sim kis company ki aur kis state ki hai 

Ab ap seekh gye hai ki kisi bhi mobile no. ki loaction kaise Find kare agar apko ye post pasand aya to isko share karna na bhule Apke ek share se apko koi fark ni padega lakin yakin maniye apke ek share se meri bhut si help ho jayegi vaise Is site Alltechnhindi.com par aur bhi useful post hai please unhe bhi padhiye

Agar aapko isi tarah ki tricks aur chaiye to niche di hui site par jarur visit kare

www.techmeblog.com
Thanks All my Readers  

7 May 2016

Android phone me Internet Data vapas kaise laye

Hello friends Aj humne ek new trick seekhi hai aur vo trick apko bhi sikhna  jisse ap apne jo phone ka data use karte vahi ap vapas leke dubara use kar sakte hai vaise bhi aj kal internet packs bhut mehenge ho gye hai Agar hum jo data use karte hai aur bahi vapas aa jaye aur hum usko dubara se use kar le fir to ye bhut achi bat hui na isliye aur isme sabse achi bat to ye hai ki apko phone root karne ki zarurat ni padegi ap isko
unroot phone me bhi istmal kar sakte

Data vapas kaise laye 

Sare steps dhayan se padhkar follow kare : 

Step 1): sabse pehle apko ek Data back name ka application download karna hoga niche di hui button se download kar sakte hai
Step 2): Ab Ap apne phones ka unknown source enable kariye jisse ap applications ko install kar sake uske liye ap setting me jaye security me jaye aur unknown source ke samne tick kar de apka unknown source enable ho jayega 

Step 3): Ab Data back ko open kariye aur uspe apna account banaiye

*.Isme sabse pehle ap apna email address dale

*.niche mobile no.dale

*. Yha Reffral code me ye ARY11020 dale aur apply pe click kar de

Ab sab kuch fill karke Enter par click kare aur fir ek code ayega mobile me apne ap hi verify ho jayega Ab apka databack me successfully account ban chuka hai aur apko kuch bonus bhi milenge jisme apko 5 se 10 Mb tak mil sakta hai

 Must Read : 



Data save kaise kare

Dosto isme apne ap hi apps add ho jate hai jaise facebook, whatsapp, gogglechrome etc. Aur agar man lo jaise apne facebook pe apne ek din me 10 mb use ki to yha apki 10 mb add ho jayegi aur apne chrome ne 5 mb use to apke data back account me 5 mb add ho jayegi aur isme ap apne friends ke Mobile me share karke bhi mb add kar sakte aur bad me recharge bhi kar sakte hai Mai apko niche Step by step btaunga ki recharge kaise kare

Data back me Recharge kaise kare

Step*): Apke pas recharge karne ke liye minimum 150 mb data back ke account me  honi chaiye agar apke pas 150  ya usse bhi jyada mb hai to ap recharge kar sakte hai 

Step*): Ab sabse pehle jha apki  mb likhi hua yha ap click kare niche image Me dekhiye


Step *): Jaise hi ap click karenge ek option ayega yha apko recharge now pe click karna hai

Step*): click karne ke bad fir ek option ayega ab ap wha pe apna mobile no.Daliye , operator choose kariye,  location choose kariye aur proceed par click kar de apka recharge kuch hi minutes me successfully ho jayega 

Isey bi padhe : 



I hope ye post acha laga humari site pe aur bhi useful post hai ap unko bhi padh sakte hai aur agar apko abi bhi koi dikkat aa rai hai to ap comment karke mujse puch sakte humara facebook page jarur like kare jisse humare new article turant apko facebook pe mile 






Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add