8 Nov 2017

Jio Sim Ki Internet Speed Kaise badhaye latest trick.

JIO SIM to aaj har kisi android phone me hogi aur har koi chata ho uske phone ki Internet Speed Fast ho aur bahut hi Fast Downloading ho agar aapke phone me JIO internet ki speed slow hai to yeh post aapke liye faydemand hogi aaj aapko pata chalega Jio sim ki internet speed kaise fastly increase kare , Jio Sim ki Internet speed Kaise pata kare ki aapke phone me kitni downloading speed aur kitni uploading speed aa rai hai , Jio Internet Ki 1 Gb ki Limit ko Remove kar ke 2Gb kaise kare Aaj aapko ye sab bataunga aur aapko ek important bat bta deta hu sayad kuch logon ko pata na ho 1 november se Docomo SIM band ho rai hai dheere dheere sabhi docomo SIM band ho jayegi aur apne aap network bhi chala jayega, agar aapke pass docomo Ki SIM to aap usko jaldi se kisi bhi other network ki sim se Port karwa sakte jisse aapka no. bhi bahi rahega aur koi dikkat bhi ni aayegi ab jaan lete hai kaise JIO SiM ki Internet ko Increase karte hai

JIO SIM ki Internet Speed kaise pata kare 


Step 1). Sabse pehle aapko ek application install karna padega playstore se. iska naam hai. Net Velocity.


Step 2). Install karne ke baad Isko open kariye aur start test tap karna uske baad aapko sab kuch bata dega aapki area ki speed kitni hai aur kisi downloading speed aur kitni uploading speed aa rai hai sab kuch aap dekh sakte hai is application me.

Jio Ki Internet Speed Kaise badhaye

Is trick me aapko kisi bhi app ko install karne ki jarurat ni hai bas ek call karni hogi aur aapka kaam aasani se ho jayega 

Step 1). sabse pehle aap apne area ki speed check kare ki kitni aa rai hai agar aapko esa lage ki kam aa rai hai ya Internet slow chal raha hai to ... aap is trick ka istmal kar sakte hai.

Step 2). Now aapko apne phone ka dialer pad kholna hai ki ek call karni hai Jio customer care 198 par aur uske bad aapko customer care se kehna hai ki aapke phone me Jio ki speed kam aa rai hai uske bad bo aapke area ki speed check karenge aur uake bad bo apne server se Update kar denge 

Then 24 Hours ke andar aapke phone ki jiO Internet speed fast ho jayegi..

Jio data pack 1 Gb Limit ko Remove kar ke 2Gb kaise kare.

JIO me 1 GB bahut jaldi khatm ho jata hai agar youtube videos dekhte honge to jyada se jyada 3 se 4 hours tak chalti hongi aur last me buffering karne ke bad videos hi band ho jati hoto to mai aapko bataunga ki kaise 1 GB ki limit ko remove kar ke 2 Gb kaise kare iske liye ye koi technique ni hai bas aapko simple method follow karna aap 399 ka recharge karate honge jisme 70GB , 70Days mil raha hai ab aap 509 ka karaiye jisme aapko 46 days tak 92 Gb milega aur ye sabse bhadiya pack hai mai bhi yahi jio pack apne phone ke recharge karwata hu

Is post me maine ye point isliye dal diya bahut ki kam logon ko pata hai is 509 pack ke bare me ab agar aapko 2 GB per day chaiye to yahi reacharge karwana padega.



I hope aapko ye post jarur acha laga hoga aur agar aap isi tarah daily tricks chate hai to is post ko share kar ke meri help kare aur mai bhi aapki isi tarah daily unique tricks laake aapko help karta rahunga.

Thanks all my Readers nd By by friends Coming soon.

Hi Friends My name is Aryan Shukla,I am Indian blogger This is my website and this website is globally available to everyone i love internet, computer,android tips and tricks and this website is giving many tutorials in hindi language

l

0 Comments:

Post a Comment

Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add