7 May 2016

Android phone me Internet Data vapas kaise laye

Hello friends Aj humne ek new trick seekhi hai aur vo trick apko bhi sikhna  jisse ap apne jo phone ka data use karte vahi ap vapas leke dubara use kar sakte hai vaise bhi aj kal internet packs bhut mehenge ho gye hai Agar hum jo data use karte hai aur bahi vapas aa jaye aur hum usko dubara se use kar le fir to ye bhut achi bat hui na isliye aur isme sabse achi bat to ye hai ki apko phone root karne ki zarurat ni padegi ap isko
unroot phone me bhi istmal kar sakte

Data vapas kaise laye 

Sare steps dhayan se padhkar follow kare : 

Step 1): sabse pehle apko ek Data back name ka application download karna hoga niche di hui button se download kar sakte hai
Step 2): Ab Ap apne phones ka unknown source enable kariye jisse ap applications ko install kar sake uske liye ap setting me jaye security me jaye aur unknown source ke samne tick kar de apka unknown source enable ho jayega 

Step 3): Ab Data back ko open kariye aur uspe apna account banaiye

*.Isme sabse pehle ap apna email address dale

*.niche mobile no.dale

*. Yha Reffral code me ye ARY11020 dale aur apply pe click kar de

Ab sab kuch fill karke Enter par click kare aur fir ek code ayega mobile me apne ap hi verify ho jayega Ab apka databack me successfully account ban chuka hai aur apko kuch bonus bhi milenge jisme apko 5 se 10 Mb tak mil sakta hai

 Must Read : 



Data save kaise kare

Dosto isme apne ap hi apps add ho jate hai jaise facebook, whatsapp, gogglechrome etc. Aur agar man lo jaise apne facebook pe apne ek din me 10 mb use ki to yha apki 10 mb add ho jayegi aur apne chrome ne 5 mb use to apke data back account me 5 mb add ho jayegi aur isme ap apne friends ke Mobile me share karke bhi mb add kar sakte aur bad me recharge bhi kar sakte hai Mai apko niche Step by step btaunga ki recharge kaise kare

Data back me Recharge kaise kare

Step*): Apke pas recharge karne ke liye minimum 150 mb data back ke account me  honi chaiye agar apke pas 150  ya usse bhi jyada mb hai to ap recharge kar sakte hai 

Step*): Ab sabse pehle jha apki  mb likhi hua yha ap click kare niche image Me dekhiye


Step *): Jaise hi ap click karenge ek option ayega yha apko recharge now pe click karna hai

Step*): click karne ke bad fir ek option ayega ab ap wha pe apna mobile no.Daliye , operator choose kariye,  location choose kariye aur proceed par click kar de apka recharge kuch hi minutes me successfully ho jayega 

Isey bi padhe : 



I hope ye post acha laga humari site pe aur bhi useful post hai ap unko bhi padh sakte hai aur agar apko abi bhi koi dikkat aa rai hai to ap comment karke mujse puch sakte humara facebook page jarur like kare jisse humare new article turant apko facebook pe mile 






Hi Friends My name is Aryan Shukla,I am Indian blogger This is my website and this website is globally available to everyone i love internet, computer,android tips and tricks and this website is giving many tutorials in hindi language

l

2 comments:

  1. bro badiya trick hai mai bhi use karta hu bro kya tum apni template muje send kar sakte ho ager ha to meri email id me bhej do


    Pkmaurya858@gmail.com

    ReplyDelete

Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add