Friends Aj hum fir apke liye bhut hi shandar trick leke aye hai jisse ap apne phone ko international bana sakte hai yani ap apne indian whatsapp Ko change karke international whatsapp kar sakte jisse apka impression aur badh jayega aur apne kisi bhi dost ko aasani se ullu bana sakte hai isse pehle bhi maine do post likhi international whatsapp ke upar agar apne ni read ki to read kar lijiye aur isme sabse bhadiya bat to ye hai ki is trick ko use karne ke liye apko phone root karne ki zarurat ni padegi isko ap unroot phone me bhi use kar sakte hai aj hum apko Indonesia ke bare me batayenge to sabse pehle jan lete hai ki Indonesia hai kya kyu ki ye hume Janna bhut jaruri hai
Indonesia kya hai
Jyadatar log isko jante hi honge ki ye ek bhut achi country hai jo ki southeast Asia me hai is country ki capital hai jakarta ye bhut achi country hai aur aj hum isi country ke no. Account bnane bat bata rae hai jisse ap apne kisi friends se keh sakte ki ap ek Indonesian hai so chaliye ab hum apko batate hai kaise banaye Indonesia ke no. Se whatsapp pe account ap niche ke steps ko dhayan se padkar follow kare
Must Read :
Indonesia ke no. se whatsapp kaise banaye
Niche ke steps ko follow kare :
Step 1). Is no. Ke account bnane ke liye apko ek application ki zarurat padegi jiska name hai smartcall ap isko niche di hui button se download kar sakte hai
Step 2). Ab Apko apne phone me unknownsource ko Enable karna
Jisse ap apne phone me Application ko install kar sake uske liye ap setting me jaye security me jaye aur unknown source ke samne tick kar de
Step 3): Ab ap smartcall ko install kariye uske bad open kariye
Step4): Ab apko smartcall pe account bnana hai account banane ke liye sabse pehle ap country code select kare uske bad no. Dale jo box me diya text usko dale aur submit par click kar de thodi der bad Mobile no. Pe code ayega usko verification code dale apka account successfully ban jayega
Step 5): Ab ap more pe jaye apka Indonesia ka no.dikhega usko whatsapp me verify karaye
Step 6): whatsapp me Indonesia no.verify karane ke liye sabse pehle whatsapp ko open kare jha ap india ka no.dalte wha ye no.daliye aur country code select kare thodi der bad smartcall app me message ke dwara code ayega ap vahi code dal de apka account successfully ban jayga ( agar apke Smartcall app me code ni aata hai to whatsapp me jha call me ka option aata hai wha click kare smarecall app me call ayegi ap uske dwara verify kar le )
Now Enjoy your new international whatsapp
Note: Is website par sari tricks educational purpose ke liye batayi jati hai Agar ap koi galat use karenge to uski jimmedari bhi apki hogi

Read Also :
Agar apko abhi bhi koi dikkat aa rai ho to comment karke mujse puch sakte hai aur is post ko share kare jisse jyada se jyada logo kI help ho sake aur humara facebook page jarur like kare jisse humare new article turant facebook pe mile
Items not found de raha hai
ReplyDelete