8 May 2016

Gta vicecity android phone me kaise chalaye. ( Install kaise kare 100% working )

Hello friends I am back pichle kuch Dino se mai post ni likh paya hu uske liye sorry lakin Aj ke is article me mai apko bataunga ki apne mobile me Gta vicecity kaise chalaye maine ese bhut se logo ko dekha hai jo apne android phone me game download  to kar lete hai lakin usko khel ni pate uska reason ye hota hai game ki file aur game ka application dono alag alag download hota hai jisse unhe bhut dikkat hoti hai game ko chalane me  agar hum ye game playstore se download kare to humare phone me aasani se chal jaye lakin playstore pe ye game bilkul paid hai Agar ap us game ko playstore se download karenge to isko buy karna padega free me ni kar sakte isliye  aj  hum un sab problems ko thik kar denge is post me.
Maine isse pehle ek post likhi thi Gta 3  kaise chalaye Agar apne bo read ni ki to Read kar lijiye



Gta vicecity kya hai

Dosto Gta vicecity ek popular game hai aur ye game bhut hi acha hai bhut se logo ne Ise computer me bhi khela hoga lakin Aj hum apko ye btayenge ki ab ap is site ki madad se android phone me bi khel sakte hai Gta vicecity 2003 me release hua tha ise ek Rockstar company ne banaya hai jo ek American company hai isme Gta ka matlab hai Grand theft auto ye jitne bi Gta ke sare  game  ache hai jaise Gta libertycity, Gta sanandreas, GTA5 etc. Chaliye ab ye bi jan lete isko download kaise aur kha se kare



Gta vicecity ko kaise download kare

Vaise ye game playstore pe bi available hai hai isliye Ap isko playstore se install kar sakte hai lakin ye game playstore pe full paid game  hai yani isko download karne ke liye isko kharidna padega ap iski kimat niche screenshot me dekh sakte hai


Lakin ap meri site Alltechnhindi pe aye hai to hum apke paise kaise karch hone de isliye hum apko ye game bilkul free denge jisse apko download karne me dikkat ni hogi ap niche di hui button se download kar sakte hai

Download Gta ViceCity

Ab ap upar di hui button par click kare uske bad yha pe jo sabse badi file hogi 1.38 GB ki vo download karni hai aur iska ap application download kar lena

Isey bhi padhe : 


Is Game ko Android phone me kaise chalaye 

Niche ke steps ko dhayan se padkar follow kare : 

Samsung ke phones me kaise chalaye

Step*). Ab ap sabse unknown source ko Enable kariye jisse ap apne phones me app install kar sake uske liye ap setting me jaye security me jaye aur unknown source ke samne tap kare unknown source enable ho jayega 

Step*). Ab Ap Gta vicecity ke app ko install kare


Step*). Ab jo data hai bo apko internal memory me move karna hai isliye sabse pehle ap apni internal ka kam se kam 1.5 GB khali kar le

Step*). Ab apne jo 1.38 GB ka data download kiya hai usko obb folder me move karna hai uske liye ap device storage me jaye Android name ka ek folder hoga uske andar do aur folder honge ek hoga Data Aur ek hoga obb simply ap obb bale folder pe Tap kariye aur wha jake ek folder banaiye    com.rockstargames.gtavc   is folder ke andar jo apne 1.38 GB ka jo data download kiya usko move kar dijiye



Thodi der bad ap vapas app ko open kariye game chalne lagega 

Note: Agar apke phone me obb  name ka folder ni hai to usko bana lijiye

Lava,micromax,Panasonic etc. In company ke phones me kaise chalaye

Isme bi same process hai bas isme ap device memory ki jagah SD card(External memory ) me move kariye aaiye jante hai kaise 

Step*): sabse pehle Ap unknown source ko Enable kar setting me jaye security me jaye aur unknown source ko Enable kar 

Step *): Ab ap Gta vicecity app ko install kariye uske bad ap apne SD card me kam se kam 1.5 GB space khali kar le 

Step *). Ab ap jo 1.38 GB ka data hai usko SD card me move karna hai uske liye ap SD card me jaye aur Android name ka ek folder hoga usko open kare open karne ke bad usme do aur folder honge ek hoga Data Aur dusra hoga obb simply ap obb bale folder pe Tap kariye ab ek aur usi ke andar folder banaiye is name se com.rockstargames.gtavc isi folder me jo apne 1.38 GB ka data download kiya hai usi ko yahi move kar de and now open app and Enjoy the game

Must Read : 


Ab Dosto ap hume Comment karke jarur bataiye ki humara ye post kaisa laga aur agar apko koi dikkat aa rai ho to comment karke mujse puch sakte hai humara yeh post jarur share kare jisse meri bhut help ho jayegi vaise alltechnhindi.com par aur bhi useful post hai unhe bhi read kare

Hi Friends My name is Aryan Shukla,I am Indian blogger This is my website and this website is globally available to everyone i love internet, computer,android tips and tricks and this website is giving many tutorials in hindi language

l

7 comments:

  1. Hi.... my phone is samsung galaxy core prime.... I used every instructions to install but at last when i open the game..... it says -unfortunately gta vice city has stopped

    ReplyDelete
  2. This game is very big so free space of your phone then restart phone nd open this game now play this game

    ReplyDelete
  3. Isko memory card me nai chala skte kya

    ReplyDelete
  4. Samsung company ke phone me isko internal memory me hi chala sakte memory card me ni chalega

    Agar apka phone kisi aur company ka hai like lava,micromax to isko memory card me chala sakte

    ReplyDelete
  5. hellow my friend iwant gta vice city android all mission in one file can you help mee

    ReplyDelete
  6. If Your are not ediot then try this app Paint Color Apk

    ReplyDelete

Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add