Agar ap blogging karte hai ya apka koi blog hai to ye post apke liye bhut helpful rahega kyu ki bhut se log jo mobile se blogging karte hai unhe apne blog ka sitemap submit karne me dikkat hoti hai aj hum yahi batayenge ki mobile se sitemap submit create karke submit kaise kare mobile se blogging karna koi muskil kam ni hai kyu ki mai khud mobile se hi blogging karta hu aur maine apne blog ki sari editing mobile se hi ki isliye mai chata hu agar apke pas P.C ni hai aur ap blogging karna chate hai to ap Android phone se bhi kar sakte hai ab hum apko bata de ye sitemap hota kya hai aur iske kya kta fayde hote hai
Sitemap ek Xml file me hoti hai jisme 500 pages ke URL ek hi jagah hote hai jisse Blog ko SEO me help milti hai SEO ka matlab hota hai Search Engine Optimization jisse humari blog bhut hi jaldi google search engine me aane lagti hai aur humara traffic bhi increase hota agar apke pas koi bhi blog hai aur apne sitemap goggle console me submit ni kiya to apki site me traffic bhut kam hota hai isliye sitemap submit karna bhut jaruri hai Sitemap submit karne se fayde hi fayde hai kyu ki main traffic humara goggle se search engine ka hi hota hai aur bo traffic lane ke liye hume sitemap submit karna bhut jaruri hai 'ye post ap Alltechnhindi.com par padh rae hai '
Android phone se free website kaise banaye
Sitemap kya hai aur isko submit karne se kya fayde hai

Sitemap kaise create kare blog ke liye
Ap ye kam apne android phone se bhi kar sakte hai jaruri ni hai ki iske liye P.C ki jarurat pade aur Android phone aur P.c se sitemap create karne ki same process hoti
Step (1): sabse pehle niche di hui link par click kare
Create your sitemap click here
Step (2): Ab apko ek esi screen khul ke ayegi yaha apko sabse pehle Apni blog ka URL dalna hai jo bhi ho niche image me dekh sakte hai
*. Blog link dalne ke bad
*. Yha Always select kare
*. Isko use server response hi rehene de
*. Yaha Automatically calculated priotry select kare
Aur last me start par click kar de thoda sa samay lagega aur apne ap site map create ho jayega
Ab apka itna kam to ho gya Ab bas apko Sitemap goggle console me submit karna hai uske liye mai niche bata raha hu sari steps dhyan se padhkare follow kare
True balance se paise kaise kamaye

Blog Sitemap goggleconsole me kaise submit kare
Step 1). Agar ap sitemap android phone se goggleconsole me submit karna chate hai to uske liye ek browser download karna padega jiska name hai puffin browser yha niche di hui link se download kar sakte hai
Step 2). Ab ap puffin browser ko open kariye goggle search console li site par jaye niche link par click karke ja dakte hai
Google search console
Step 3). Ab ap jaise hi isko open karenge puffin browser me fir apka gmail id mangega ap waha gmail se log in kar dijiye
Step 4). Ab apko ek esi screen khul ke ayegi niche image me dekh sakte hai
Yaha apko manage property par click karna hai uske bad Add or remove users par click karna hai
Step 5). Fir ek esi screen khul kar ayegi niche image me dekh sakte hai
yaha apko Left side bar me ek option ayega crawl ka waha click kariye fir ek aur option hoga sitemap ka simply uspe click kar dijiye fir upar ek Add test ka option hoga waha click kariye ( agar samaj me na upar image me dekhiye kuch is tarah option honge)
Step (6). Fir ek esi screen khul ke ayegi niche image me dekhiye
Yaha apko Sitemap.xml likhna hai aur submit par click kar dena bas apka sitemap goggle console me submit ho jayega apki sari post goggle me show hone lag jayengi
kisi bhi android phone ka internet data vapas kaise laye
Note: Agar ap Android phone se submit karenge to ap sirf puffin brower se hi kar payenge aur dusra koicbrowsdr support ni karega
*. Sitemap submit hone ke bad goggle me post index hone me 4 se 5 days lag sakte hai
Android phone ki internal memory kaise badhaye
Agar apko humara ye post pasand aya to isko share karne me humari bhi help kare aur koi dikkat aa rai ho to ap mujse comment karke puch sakte

Chrome browser se bhi hota hai mai Sara kam chrome se hi karta hu
ReplyDelete