Aj ke samay me sab kam mobile se hi hone lage agar hum mobile se kisi ki bhi location pata karna chate hai to bo bhi kar sakte aj hum apko weather ke bare me bata rae hai agar ap kahi ghumne ja rae ho ya kisi tour par to ap sabse pehle waha ka weather check kar sakte hai jisse apko pehle se pata chal jayega waha ka weather kaisa hai aur aj hum jis method ke bare me batayenge uski sabse achi bat to yeh hai ki ap duniya ke kisi bhi city ka weather pata kar sakte hai chaliye ab jan lijiye kaise pata kare hum kisi bhi location ka weather(mausam)
Download weather
Step 2) ab Weather app ko apne phone me install kariye uske bad open kare
Kisi bhi city ka weather(mausam) kaise pata kare
( how to know weather of any place in Android phone)
jyadatar phones me ye weather ka features pehle se hi inbuilt aata hai lakin kuch phone me ni aaata hai to bo ye step follow karke jan sakte hai
Step 1). Sabse pehle ap ek application download kar lijie playstore se ya niche di hui link par click karke bhi download kar sakte hai Is application ka name hsi weather.
Download weather
Step 2) ab Weather app ko apne phone me install kariye uske bad open kare
Step 3). agar apke phone ki location on hogi to bo apke area ka weather batane lagega aur agar apko kahi dusri city ka weather pata karna hai to upar ek + esa plus ka sign hoga uspe click kariye aur city search kariye bas waha ka bhi weather batane lagega
Aj humne apko bataya kisi bhi city ya kisi bhi jagah ka (weather)mausam kaise pata kare agar apko ye pasand aya ho to isko social media par jarur share kare
Is site Alltechnhindi.com par aur bhi useful post hai unhe bhi padhiye
Thanks all my readers have a nice day
0 Comments:
Post a Comment