Hello Readers, How are you , Aj mai ap sab ke liye ek behtreen tricks leke aya hu jo bhut se Iphone user dhoond rae the Aj mai apko bataunga ki ek android se Iphone me Songs , photos , videos etc. transfer kaise kare jyadatar logo ko maine dekha ki bo Iphone le lete hai uske bad usme movies ya songs Iphone se android phone me transfer ni kar paate aur aj mai apki sari Iphone se judi smasya ko theek kar dunga to chaliye ab mai apko batata hu Iphone se Android phone me koi bhi cheez transfer kaise kare
Step 1). Sabse pehle apko apne android phone me Share it download karna padega
Install Share it for android
Step 2). Ab apko apne iphone me bhi share it download karna hoga jo apko App store par mil jayega
Step 3). Ab mai man ke chalta hu ki apko android phone se iphone me Song transfer karna hai to ap simple android phone me share it open kare aur Send option par click kare ab ap kisi bhi song select kar ke next par click kare uske bad connect to IOS par click kariye
Step 4). Ab ap apna iphone me shareit open kariye aur receive me click kariye uske bad niche ek option hoga connect non ios device is option par click kare aur iske bad
Ap apne iphone ki setting me jaye aur wifi se android phone ke hotspot ko connect kar le
Fir ap vapas shareit khole aur apka song fastly send hone lagega
Is tarah se hum Ek android phone se iphone me data share kar sakte ya iphone se android me share kar sakte hai
Agar aapko abhi bhi koi dikkat aa rai ho is process me to ap niche comment karke puch sakte hai agar aapko ye post pasand aaya hai to please isko share karna na bhule ap share karne ke liye niche ki buttons ka Use kar sakte hai
Thank you Readers have a Ńîçë Day
Android phone Se Iphone me Data Share kaise kare

Nice website
ReplyDeleteAlso visit mine http://www.tsread.com
Aapne Bahut Achi Jankari Di Hai
ReplyDeleteSuperb Dude
ReplyDelete