Hello Iphone users Aj hum ap logo liye ek bahut hi bhadiya jankari leke aaye agar aap IPhone use karte honge to aapne usme wifi bhi use kiya hoga aur agar aap Apne Iphone me mobile data ka bhi Use karte honge aur aapne kabhi socha hai ki aap bhi android phone ki tarah Iphone me bhi Personal hotspot bana sakte aur us Hotspot ke through ap kisi bhi phone me Internet share kar sakte ab aap soch rae honge kaise , vaise jab aap new new Iphone lete hai to usme kuch feature Enable ni hote hai aur unhe bad me enable kiya jata hai jaise agar aapne Iphone 5S kharida aur ap Apne Iphone ke through kisi aur Iphone me Internet chalana chate lakin Apke Iphone5S me Personal hotspot ka option hai hi ni to kaise karoge aaj hum Is Post me yahi batayenge ki kaise kisi bhi Iphone me hotspot ka feature enable kar ke Interner share kar sake vaise to ab jo New Iphone aa rae hai jai Iphone 6 ,6plus,6S ,SE ,7,7S ,7plus etc. Inme to pehle se hi option hota ek Personal Hotspot ka lakin jo old Iphone hai jaise 4 4S,5S,etc. Inme option ni hota hai chaliye ab jante hai kaise is problem ko fix kare
All Iphones me Personal Hotspot feature kaise Enable kare
Isme aapko jyada kuch ni karne ki jarurat hai na hi koi application download karna hai bas ek simple si trick apke kam ko aasan bana degi aaiye jante hai kaise
Step 1). Sabse pehle ap Apne iphone ki setting me jaye
Step 2). Ab aap Mobile data me jaye aur mobile data ko On kar de uske bad aap wahi par Mobile data option par click kariye
Step 3). Ab aap mobile data Network par click kariye aur uske bad niche swipe kariye
Step 4). Ab jaha par personal hotspot likha hai waha par Username ke option par click kariye aur waha par Hotspot type kar do aur wapas back aa jao
Step 5). Ab aap dekhiyega ek option aa jayega Personal hotspot ke name bas ab aap usko On kar lijiye uske bad kisi bhi other phones se apne Iphone ka hotspot connect kar le aur Internet ka maza le
Aj humne aapko sikhaya ki kaise Kisi bhi Iphone me Personal Hotspot kaise banaye aur agar aapko abhi bhi koi dikkat aa rai hai Hotspot create karne me to aap is site par comment karke puch sakte hai
Agar aapko yeh post pasand aya to please Is post ko jyada se jyada social Media par share kare aur apne friends ke sath bhi share kare jisse aap share karke meri bhi help kar sakte hai aur Is site par aur bhi technical tricks hai like android phone hacking etc. Agar aap bo sab padhna chate hai to aap niche niche topic ke option me jake topic select kar ke pad sakte hai
Thank you all friends Have a Ńîçè Daý
NicepostBrdr
ReplyDelete