Friends, aaj ka article bhut hi acha hai aaj aap janege ki ek android Phone ki screen kisi bhi dusre android phone me kaise chalaye yani ek tarah se man lijiye Live screen chalegi jaise aap apne android phone screen kisi dusre phone me dekhna chate hai to aap bo bhi kar sakte hai sirf ek choti si tricks se aap logo ne live videos to dekhi hi hongi vaise jyadatar aaj kal log facebook live karte hai yani same time ki video recording hoti hai aur thik isi tarah se aap apne smartphone ki screen recording bhi dusre kisi bhi android phone me dekh sakte same time ki yani Live screen. ab aap samaj hi gye honge ki. live screen ka matlab vaise maine is site par screen recording par bhi ek post likhi hai jisme aapko pata chalega ki android phone ki screen Recording kaise kare aagar aapne bo ni padhi to aap usko bhi padh lijiye bhut kaam aayegi aapke , to chaliye ab hum aapko btate hai kaise kisi bhi android phone me live screen chalaye
Is trick me aapko jyada dimak lagane ki jarurat ni padegi sirf ek choti si app install karke aapka aasani se kam ho jayega chaliye suru karte hai :
Android Phone Ki Live screen dusre Phone me Chalaye
Is trick me aapko jyada dimak lagane ki jarurat ni padegi sirf ek choti si app install karke aapka aasani se kam ho jayega chaliye suru karte hai :
Step 1). Sabse pehle aap ko ye application install karni padegi iska name hai Inkwire
Download Ink wire
Step 2). Ab aap is application ko apne dono android phone me install kar lijiye ye ek dam Shareit app ki tarah hi hai
Step 3). ab mai maan ke chal raha hoon ki aapne apne jis phone ki screen aap apne dusre android phone me chalana chate hai un dono android phones me Install kar li hogi
Step 4). Ab aap jis phone ki screen live share karna chate hai us phone me is application ko open kariye aur Share button par tap kariye uske bad aap ek code dikhayi dega usko Copy kar lijiye
Step 5). Ab aap dusre android phone me is app ko Install kariye aur usme access par click kariye aur jo aapne code kiya tha bo yaha par dal de aur access par click kar dijiye bas ab aapne sari process complete kar li hai
aab aap dekh rae honge ki kaise ek phone ki live screen dusre phone me hai yani jo aap apne android phone me kar rae honge bo sab aapke dusre android phone me dikh raha hai yaha tak ki voice bhi aa rai hogi agar aap ek android phone me video chala rae honge to bo bhi dusre android phone share ho rai hogi yani sab kuch. iss tricks se aap bhut kuch kar sakte hai.
●. Android Phone Ki Internal Memory Kaise badhaye
●Android Phone Ko Iphone Kaise banaye
aap aapne ghar me kisi ka bhi phone ka control apne phone me kar sakte hai agar aap ye apne gf ya kisi bhi friends ke phone me ye app install kar denge to aab sari nazar us par rakh sakte bo kis time phone pe kisse kya kya bat karti hai ya kya whatsapp par chatting ho rai hai ya fir facebook messenger par kisse chatting ho rai hai bo sab aasani se ek live Video ke through apne android phone me Dekh sakte hai.
to friends aaj humne aapko bataya ki Kaise android phone ki screen live share kare agar aapko ye aarticle acha laga ya bhot pasand aya hai to isko share jarur kare kyun ki sharing is Caring aur aapki ek sharing se meri bhut se care ho jayegi vaise Is site par aur bhi usefull posts hai unhe bhi read kariye agar aapko koi bhi dikkat aa rai hai to aap comment karke puch sakte hai
agar aap mujse contact karna chate hai to Is email Id : Alltechnhindi@gmail.com par text send kar ke kar sakte hai
Bye bye friends Thanks for Reading this Article๐๐

Bovada launches its first online poker site
ReplyDelete“Our Bovada ์ต์ฐ ์ถ์ฅ์ต poker experience is now ๋ถ์ฒ ์ถ์ฅ์๋ง available, with ์์ฐ ์ถ์ฅ์๋ง real money dealers, from around the world, just like you would from any ์์ฃผ ์ถ์ฅ๋ง์ฌ์ง other online casino. ์์ ์ถ์ฅ์๋ง