26 Apr 2016

Earn Talktime se Rupay kamaye

 Aj ke is Article me hum janenge ki Earn talktime se paise kaise kamate hai is application se ap apne money earn karke phone ka recharge bi kar sakte ho aur other phones ka bi ye application bi bhut acha  hai jyadatar log isko jante hi honge lakin jo is ke bare me ni jante mai ye unhi ke liye post likh rha hu jisse unhe bi pata chale aur knowledge mil sake hum kaise kama sakte hai

Earn Talktime kya hai aur isse kya fayda 

Dosto Earn talktime ek mobile application hai jo hume unlimited Earning ki ajadi deti hai isme hume kuch applications download karne padte hai jisse hume rupay milte hai aur agar hum is application ko share karenge tbbhi rupay milenge ap isko social media pe share karke earn kar sakte hai aur isko sabse bada fayda ye hai ki agar ap isko isko download karenge to apko turant 15 se 20 rupay tak ka bonus mil sakta hai

Earn Talktime ko use kaise kare 

 *). Sabse pehle niche di hui link se Earn talktime ko download karke install kar le

*). Ab ap isko open kare ab ap apna no.Dale thodi der bad ek verification code ayega mobile pe verification code dalke usko verify kara de apki account successfully ban jayga aur bonus bi mil jayega

*). Ab agar ap koi application download karoge to uske rupay milenge jaise man lete hai apko ' money view' application pe 15 rupay mil rahe  agar humne vo application install kiya aur aur uske bad register kiya to humare account me 15 rupay  aa jaynge agar apne koi Step miss kar di to ho sakta hai rupay na mile isliye ap har Step ko dhayan se follow kare

*). Ab ap ye to jan hi gye earn talktime ko use kaise karte to chaliye ab ye bi jan lete recharge kaise kare

Must Read : 



Earn talktime se mobile me recharge kaise kare

*). Sabse pehle ap my profile me jake apni profile fill kare  Agar apki profile fill ni hogi to recharge ni hoga profile fill karne ke bad ap submit par tap kar dijiye apki profile successfully submit ho jayegi

*).  Ab Ap menu bar pe tap kariye niche ek option hoga Redeem  ka simply ispe click kariye ap apke samne ek esi screen khul ke ayegi

*). Jisme apko kuch option dikhenge prepaid mobile, postpaid mobile , dth recharge, gifting  ab Inme se select karna hai ap kon sa recharge karna chate hai man lete hum prepaid mobile ka recharge karna chate yani apne phone me to prepaid mobile pe tap kariye aur self ya others me se koi ek option choose kariye


*). Niche apna no. Daliye operator choose kariye circless choose kariye amount Daliye aur Redeem pe click kar dijiye apka recharge successfully ho jayega

Isey bi padhe : 



Agar apko ye humara post pasand aya to isko share karna na bhule agar apko abi bi koi dikkat aa rai ho to ap comment ke through mujse puch sakte and humara facebook page jarur like kare jisse humare new article turant apko facebook pe mile 


Hi Friends My name is Aryan Shukla,I am Indian blogger This is my website and this website is globally available to everyone i love internet, computer,android tips and tricks and this website is giving many tutorials in hindi language

l

0 Comments:

Post a Comment

Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add