Hi friends kaise hai ap sab I hope mere sare readers thik hi honge aj hum fir apke liye ek bhut bindass trick leke aye hai jisse ap apne facebook pe Real likes kar sakte jitne Chao utne aur likes ke sath sath Auto comments maine ese bhut se logo ko dekha jo apni facebook pe bhut bhadiya bhadiya post dalte hai fir bhi unki post pe likes ni aate aur na hi kisi photo me humne aj unhi user ke liye ye trick nikali hai jisse bo apne sari facebook status aur photo pe auto likes kar sake aur jab humari facebook photo pe jyada se jyada likes hote to logo ka impression aur badh jata hai aur isme sabse achi bat to yeh hai ki apko phone root karne ki bilkul jarurat ni padegi isko ap unroot phone me bhi ap istmal kar sakte to chaliye jan lete hai ki ye sab kaise kare lakin usse pehle bhi kuch bat jan lena jaruri hai
Agar ap apni kisi bhi photo pe jyada likes aate hai to iska sidhi maksad hai apki photo jyada se jyada pasand ki ja rai hai aur apki photo jyada se jyada popular hogi isse logo ka impression aur bhi bhadega so mere hisab aur bhi bhut Fayde hai lakin is Article ko jyada long ni banana chata isliye ap sab log is ek chote se example se samaj hi gye honge to ab jante hai isse nuksan bhi kya kya hai
*. Sabse pehle ap jis bhi I'd pe auto likes karna chate hai us I'd ko kisi aur browser me open kariye aur usme se facebook setting me jake followers ko on kar le aur usko everyone ya public kar le niche likha hoga " who can comment on your post " isko bhi public kar lijiye
*.kisi bhi phones ka Internet data vapas kaise laye
Ab ap seekh gye hai ki auto likes kaise badhaye facebook pe agar ap kuch bhi humari is website Alltechnhindi ki madad se sikhe hai to ap pls iss post ko share kare jisse hum apke liye ek ek aur bindass trick la sake aur humari is site pe aur bhi useful tricks hai usko bhi read kariye
Jyada likes karne se kya Fayde hai
Agar ap apni kisi bhi photo pe jyada likes aate hai to iska sidhi maksad hai apki photo jyada se jyada pasand ki ja rai hai aur apki photo jyada se jyada popular hogi isse logo ka impression aur bhi bhadega so mere hisab aur bhi bhut Fayde hai lakin is Article ko jyada long ni banana chata isliye ap sab log is ek chote se example se samaj hi gye honge to ab jante hai isse nuksan bhi kya kya hai
Nuksan kya hai
Is trick ko use karne se nuksan to muje abi tak kuch ni hua fir bhi mai apki safety ke liye bata rha hu ki agar ap ye trick use karenge to apki Facebook account hack bhi ho sakta hai isliye ap is trick apne own risk pe use kariye agar koi bhi apko problem hogi to iski jimmedari bhi apki hi hogi is liye ap is trick ko apne hi risk pe use kare to ab ap humne iske nuksan aur Fayde dono bata diye to chaliye ab ye bhi jan lete hai isko use kaise kare
Facebook pe auto likes badhane se pehle kya kya kar le
Humare liye ye bat janna bhut jaruri hai hai hume is trick ko istmal karne se pehle kya kya karna chaiye agar hum isko ni janege to ho sakta ye trick apke phone me work na kare isliye sabse pehle ye bar jarur jan le
Must read:
*. Sabse pehle ap jis bhi I'd pe auto likes karna chate hai us I'd ko kisi aur browser me open kariye aur usme se facebook setting me jake followers ko on kar le aur usko everyone ya public kar le niche likha hoga " who can comment on your post " isko bhi public kar lijiye
*. Ab ap apni sari privacy ko public kar dijiye jaise audenge ko public har policy ko public kar dijiye aur fir profile me jaye jha apki pic aa raho hai usko bhi public kar le
Agar ap esa ni karnge to ye trick apke phone me work ni karegi isliye ye har policy ko public karna hai
Facebook photo pe likes kaise badhaye
Niche ke steps ko dhayan se padhkar follow kare:
Step1): sabse pehle apko apne mobile me software download karna hoga jisse ap likes badha sake uska name hai DjLiker is application ko ap goggle me search karke bhi download kar sakte agar ye wha se download na ho to ap niche di hui button se download kar le
Step2): Ab apko apne phone me unknown source ko Enable karna hoga jisse ap apne phone me app ko install kar sake iske liye sabse pehle setting me jaye security me jaye aur unknown source ke samne tap kar ke tick kar de apka unknown source enable ho gya ap ap koi bhi application ko aasani se install kar sakte
Step 3): Ab us application ko install kariye aur usko open kariye
Step 4): Jaise hi ap usko open karoge usme apko apni facebook I'd se log in karna padega jisme ap jyada se jyada likes aur auto comments karna chate simply ap apni email box me email aur password dalke log in kariye
Step 5): Jaise hi apki I'd log in hogi apko 10 second time chalega apko wait karna hoga 10 second tak fir ek box me kuch stylish word me no.diye honge bo apko niche box me dalke submit par tap kar dena hai
Step 6): Ap apke samne do option ayenge Use autoliker aur use autocomment ab ap inme se jisko bhi use karna Chae uspe click kar ke use kar sakte fir mai yha apko autolike ke bare me bata rha hu
Step 7): use auto liker pe click kariye fir tin option ayenge ki status,photo,custom I'd ab yha ap photo pe select kariye
Step 8): Ab apko jis bhi photo pe auto like karne ho us photo ko select kariye aur aur likes select kariye isme ap ek bar me 200 likes kar sakte choose karne ke bad submit par tap kariye fir apko 10 second ka timer chalega aur 10 second tak wait karna padega uske bad ap apni facebook I'd kholiye apne jis bhi photo ko select kiya hoga uspe apne ap auto likes badh gye honge Ab ap fir 15 minutes bad use kariye ese karke ap hazaro likes kar sakte apni facebook photo ya status pe

Read Also :
Ab ap seekh gye hai ki auto likes kaise badhaye facebook pe agar ap kuch bhi humari is website Alltechnhindi ki madad se sikhe hai to ap pls iss post ko share kare jisse hum apke liye ek ek aur bindass trick la sake aur humari is site pe aur bhi useful tricks hai usko bhi read kariye
wow use this website too auto liker
ReplyDeleteBhai ...work nahi kar rha hai..mai dj liker app download kya hu orrr uss mai id ve dala hu liken work nahi kar rha hai....
ReplyDeleteBro ho sakta hai is application par kam chal rĂ¡ha ho isliye thode din ke liye band ho gya hoga vaise auto liker ke liye dj liker ke alawa aur bhi applications hai jinko use karke ap auto liker ka istmal kar sakte hai jaise fb liker, cyber likes inko ap goggle me search kar ke download kar sakte hai
ReplyDeleteCan you please add this website to? http://www.autolikerforfb.com
ReplyDelete