7 May 2016

kisi bhi android phone ko manually update karke lolipop version banaye

Aj ke is article me ap sikhenge ki kisi
 bhi android mobile ko lolipop version me change kare jaise apka phone abi kitkat version me run kar rha aur apke phone me company ne update bhi ni diya agar hum usko manually lolipop version me change kar le fir ye to bhut achi bat hui na aur hume latest version ke aane se phone bhi bhut mast chalne lagta usme kai sare features bhi new ho jate hai jisse apke phone ka look hi badal jata hai aur phone ko hang hone ke chances bhi kam ho jate hai aur jyada se jyada application bhi support kar jate hai isliye mere hisab se apka phone ĺolipop version ya isse bhi latest version me update hona jaruri hai

Phone company humesa latest version kyu deti 

Apke man me ye sabal jarur hoga ki phone companies humesa version change kyu karti hai jaise sabse pehle aya tha  cupcake ( 1.0 )  android version aya tha fir Donuts (2.0) fir  dhire dhire kitkat yani ( 4.4.2 ) isse bhi aage latest version hai jaise lolipop version  (5.1)  Marsmallow (6.1) companies humesa latest version isliye deti hai usse agar piche O.S version me jo galtiya hoti hai ya kuch kami reh jati hai bo sab latest version me nikal deti hai isliye phone companies kuch month bad latest version nikalti hai

Android phone ko Update karne se pehle kya kya karna chaiye 

*). Sabse pehle apko apna android phone kam se kam 80 percent charge hona chaiye kyu ki iski process thodi lambi hoti hai 

*). Android phone me kam se kam 1 GB ya usse jyada Ram honi chaiye 

*). Humare phone me kam se kam 1 Gb ya isse jyada storage khali hona chaiye 

*). Aur agar hum apne phone ko manually update karna chate to uske liye phone root hona jaruri hai Agar apka phone root ni hai to niche di hui button pe jake jan lijiye root kya hota hai aur phone ko root kaise kare

*. Phone ko root kaise kare without PC   1st method

*. phone ko root kaise kare 2nd method


Note: phone ko manually update karne se pehle ek bar ap apne phone me check kar le ki kahi company ne pehle se hi update to ni diya hai uske liye ap apne phone ko automatically update kare

Smartphone yani Android phone ko automatically update kaise karte hai

 *): Sabse pehle ap apna phone kisi wifi router se connect kar le uske bad ap phone setting me jaye

*): setting me Jane ke bad ap about device pe click kare 

*): About device click Karne ke bad ek option ayega Software update simply uspe click kar dijiye agar apke phone me new update available hai hai to ek esi screen khul ke ayegi ap install pe click kar dijiye apka phone update hona chalu ho jayega 

To friends ye to rai ab Automatically update karne ki jo bhut kam phone me  aati hai Ab hum apko batayenge ki  manually kaise update kare

Android phone Manually kaise update kare

Phone ko manually update karne ka matlab hai usme custom ROM install karna yani usko flash karna vaise custom ROM flash karne ke liye phone ko root hona jaruri hai isliye ap apna sabse pehle phone root kar le 

Step(1): sabse pehle apko Ek lolipop ki Zip file download karni hogi niche di hui button par click kariye fir 5 second bad  fir ek option ayega Skip ad simply uspe click karna apki Zip file download hona start ho jayegi

Download Zip file

Step (2): Ab ap us Zip file ko Memory card me move kar lijiye aur usko rename karke uska new name Update rakh lijiye kuch is tarah


Step (3): Ab apko RecoveryMode ka option nikalna hai hai uske liye ap apna phone Switch off kare aur Volume Up + home button + power button in tino ko ek sath dabaye rehna hai tab tak jab tak RecoveryMode ka option ni nikal aata


Step (4): Ab apko "apply update from external storage " yha pe jake apko click karna hai aur jo apne memory card me Zip file move ki usko select kare Zip file install  hona chalu ho jayegi isme thoda time bhi lag sakta hai laghbagh 10 ya 15 minutes

    

Step  (5): zip file install hone ke bad ap apne phone ko reboot kar lijiye and now enjoy apka phone  lolipop me update ho gya hoga
I hope apko ye post jarur pasand aya hoga Ap humare is post ko share kare jisse aur logo ki bhi madad ho sake aur humara facebook page jarur like kare jisse humare new article turant facebook pe mile 

Hi Friends My name is Aryan Shukla,I am Indian blogger This is my website and this website is globally available to everyone i love internet, computer,android tips and tricks and this website is giving many tutorials in hindi language

l

27 comments:

  1. kya samsang z2 me update ho Santa h. lolipop version... plz held...

    ReplyDelete
  2. kya samsang z 2 lolipop version me update ho Sakta h. plz helf

    ReplyDelete
  3. Sir mera phone intex aqua air KitKat viersion4.4.2hai isme sir about phone mai softwaer update option hai hi nahi kya karoon

    ReplyDelete
  4. Ap phone setting me check kariye khi na kahi software update ka option jarur hoga

    ReplyDelete
  5. kya samsang GT S7262 lolipop me update ho sakta hai please mujhe email kijiye netammadhav@gmail.com

    ReplyDelete
  6. samsung galaxy s 2
    gt 7582 set me lollypop ya marsmallow update ho sakta hai kya?

    ReplyDelete
  7. samsung galaxy s2 update ho sakta hai.

    ReplyDelete
  8. Ap ek bar is method kobtry kariye ho jayega vaise ye trick un phones me work kr ri hai jinme kitkat version pehle se hi hai jaise samsung galaxy core 2 and samsung galaxy core prime

    Ap ek bar apne phone me bhi try Kar ke dekhe

    ReplyDelete
  9. kya samsang GT-S7262 lalipop me update ho sakte hai

    ReplyDelete
  10. Sayad ni ho sakta kyu ki ye jellybeen par run kr raha hai vaise meri advice hai ap is method ko ek bar try karke jarur dekhe sayad ho jaye

    ReplyDelete
  11. Sir mere android me lollipop manually install nahi ho raha he error aa raha he kya karu please bataiye

    ReplyDelete
  12. Sir mere mobile me lollipop update nahi ho raha kya karu error bata raha he

    ReplyDelete
  13. jab me select karke manually update karne lagta hu to 5 ya 6 second me hi error batati hai to me kya karu plz bataiye..

    ReplyDelete
  14. mera phone samsung galaxy hai isme DU recorder nhi chal rha hai please help me








    ReplyDelete
  15. mera teblet acer ta71ca1 he . version 4.2.2 he . is android me yeh ZIP file kam karega kya . aur meine ek baar kisi zip se kia tha but error ata he . mobile rooted he me . help pls......

    ReplyDelete
  16. Sir mera phone sumsun core 2 hai softwre update karna chata hu plz batye hank kar rha hai

    ReplyDelete
  17. Ye aapne Jo lollipop zip ki Jo link di hui he ye sabhi phone me liye he kya

    ReplyDelete
  18. external storage nahi dikharahe he kya karoon bhai

    ReplyDelete
  19. Hello Bhai Mera phone Panasonic P41HD h ise root karke maine lollipop me convert Kar rha hu to installation aborted likh rha h kaise install Karu????????

    ReplyDelete
  20. sir
    mera phone lava iris 401 h kya is me ye update hoga

    ReplyDelete
  21. Ap ek bar try karke dekh liniye ho bhi sakta hai update

    ReplyDelete
  22. sir mere mobile me apply from internall storage ka option he nhi a rha hai kya karu

    ReplyDelete

Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add