26 Jun 2016

Android phone ko Iphone kaise banaye

Hi friends Aj ke is Article me apko btaunga ki apne Android phone ko Iphone kaise banaye yani hum android phone me ios version kaise dale jyadatar sabhi log iPhone ke bare me jante hi honge Iphone hum apple ke phones ko kehte hai jo ki bhut achi company hai aur mere hisab se world me no.1 mobile company hai ye iske features bhut mast hote hai ye phone bahut smoothly chalta hai aur bhi iski kafi achi achi chije hai aur jyadatar iPhone mehenge hi aate hai aur agar hum kisi bhi android phone ko Iphone bna le to ye bhut achi bat hui na chaliye ab hum ye bhi jan lete hai ki hume isme kon kon si chijo ki zarurat padegi android phone ko Iphone me change karne ke liye


Android phone ko Iphone bnane ke liye kya kya chaiye 



Isme apko kuch applications ki zarurat padegi jo hume goggle ya playstore par aasani se mil sakte hai ap unko waha se download bhi kar skte hai aur hum inke name bta rae hai aur in apps ka kya kya work hoga bo bhi jan lijiye 

I launcher 

Ap sabhi log launcher ka matlab to jante hi honge ki ye kya hota hai Ilauncher se android phone me bilkul iPhone jaise look aa jata yani humare menu bar ek dam Iphone jaisa ho jata hai aur kuch is tarah se niche image me dekh sakte hai aur isko niche di hui button se download kar sakte 



Inoty 

Ye application bhi bhut acha hai is application se upar ki notification bilkul iPhone ki tarah ho jati hai Agar ap isko upar se niche ki taraf swipe karke dekh sakte hai isko bhi niche di hui download button se download kar sakte 



Control Center

Is application ki help se ap Iphone ke jaise notification la sakte hai jo ki android phone me upar se niche ki taraf swipe karne se notification aata hai bahot isme bhi ayega bas isme thoda sa change hua hai isko niche se upar ki taraf swipe karke dekh sakte hai 

OS8 lockscreen 

Is application se ap Android phone me iPhone jaisa lock laga sakte hai jo ki iPhone me slide lock aata hai bahi android phone me bhi lag jayega ap isme slide lock change bhi kar sakte hai 


Android phone ko Iphone kaise banaye&nbsp 


Android phone ko ios me change karne ke liye mai upar kuch applications bataye hai sirf unko download karna hai ap unko ek ek karke sabhi applications ko download karke apne phone me install kar le aur uske bad sabhi apps ko open karke on kar lijiye bas apka Android phone ek ios version yani Iphone me badal jayega I hope ab ap seekh gye honge 


Agar ye application upar di hui link se download ni ho rae hai to ap inko goggle me search karke download kar sakte hai


Agar apko abhi bhi koi dikkat aa rai ho to ap mujse comment karke puch sakte hai hai muje apki help karne me khusi hogi aur ap meri bhi kuch help karna chate hai to is post ko share kariye jisse aur logo ki bhi help hogi humari site par aur bhi useful post hai unhe bhi padhiye



Hi Friends My name is Aryan Shukla,I am Indian blogger This is my website and this website is globally available to everyone i love internet, computer,android tips and tricks and this website is giving many tutorials in hindi language

l

4 comments:

  1. Good information step by step but dear iphone samandar hai jiske samne android 1 choota sa talab baki sab achha hai + maine king root se apne mobaile ko root kar liya magar speed mein kuchh khas farq nahi hai pc se kiya hai baki ke softwaer sab bakwas hai han pc wala 1 dam correct hai jise karna ho pc se kare + aapne bataya ki phone se data wagairah delet hote hai aisa bhi kuchh nahi hai sab data 1 dam safe hai
    Thanks for geve good infor.
    Health ke bare mein kuchh 100% working tips likhe hai meine agar kisi ko janna hai to
    Viset http://www.aboutislam786.blogspot.com

    kare abhi aur paein behtreen sehat

    ReplyDelete
  2. Bhai ye jo app bol rage ho kya Android phone ek ios version yani Iphone me badal jayega..
    ??? Maine JoJo app bole the download kite.hai

    ReplyDelete
  3. Android phone ek ios version yani Iphone me badal jayega kya mere to nahi badala bhai Android version hai abhi kya karu

    ReplyDelete
  4. bro Android phone ka software ni badal sakte lakin android phone ko ek Iphone jaisa look de sakte hai is post me maine yahi bataya hai

    ReplyDelete

Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add