Ab sabhi logo ke liye aj hum fir ek but bhadiya si post leke aye hai jisse ap sabhi log delet hui photos aur videos ko vapas la sakte hai aur bo bhi bina computer ke ab ap sab soch rae honge ki ye sab kaise possible ho sakta hai bo bhi without computer ke to mai ap sab logo se sirf itna hi kehna chaunga ki is site alltechnhindi.com par hum sab kuch karke dikhayenge aj hum apko is post me ek esi trick batayenge jisse ap log apni delete hui photos ko vapas la sakte hai bhut se logo ko dekha hai maine jinse dhoke se apni personal photo ya videos jo unke bahut kam ki hoti hai aur bo unse delete ho jati hai fir bo dubara un photos ko recover ni kar pate aj apko pata chal jayega ki hum kaise photos ko vapas laye mai apko ye bhi bata du ye jo mai yaha method bata raha hu apko ye method apko goggle par bahut kam milega to chaliye ab hum jan le iske liye humko kya kya jarurat padegi jiske dwara hum apne phone ki delet hui photos ko vapas la sake
Step 1) . Sabse pehle ap apne android phone me ek application download kar lijiye iska name hai Dr.fone isko ap playstore se free me download kar sakte hai
Is method ke liye kya kya chaiye
Is method ko use karne ke liye apke pas ek android phone hona chaiye aur bo android phone root hona chaiye agar ap root ka matlab ni jante to koi bat ni chaliye mai apko batata hu
Aur dusra apko ek android application ki jarurat oadegi jo ap playstore se free me download kar sakte ho mai apko niche ek link deta hu usse ap download kar sakte hai
Root kya hai
Is method ke liye apko apne phone ko root karna padega jisse ap apne phone ki system tak pahuch bana sakte ho mai iske bare me do post kar chuka hu ap bo read kar lijiye usme apko aasani se pata chal jayega android ohone ko root kaise kare aur ye root kya hota hai
Delete photos aur videos vapas kaise laye
Step 1) . Sabse pehle ap apne android phone me ek application download kar lijiye iska name hai Dr.fone isko ap playstore se free me download kar sakte hai
Step 2). Agar apke phone me application install ni ho raha to ap ek kam kariye sabse pehle setting me jaye security me jaye aur unknown source ke samne tick kar de ab bas apke phone se install blocked ka option hat gaya koi bhi application install kar sakte hai
Step 3). Ab ap Dr.fone ko open kariye open ek esi screen khul kar ayegi jisme ap photos recovery par click kariye
Step 4). Jaise hi ap photos recovery par click karenge apse root permission mamgi jayegi simply usko allow kar dijiye fir bas ap ap image ka size chosse kariye jis bhi size ki image recover karni hai
True balance se paise kaise kamaye
True balance se paise kaise kamaye
Step 5). Aur uske bad apko bhut si photos dikhegi sari delete bali hi hongi jo apke kam ki ho usko ab ap aasani se recover kar sakte hai
Isey bhi padhe:
Note : ye method sirf rooted phone me hi work karega agar apka phove roit ni hai to ye post padh ke apna phone sabse pehle root kar le Click here Read this post
Agar apko abhi bi koi dikkat aa rai ho to ap comment karke puch sakte hai agar ap humari bhi kuch help karna chate hai to is post ko social media par jarur share kare aur humari is site par aur bhi use fulnpost hai jinse apki knowlodge bhut badhegi un post ko read kare
Bhai lolipop version root kese krte h....
ReplyDelete