Sabhi Ke pass android phone to hoga hi kyun ki har kisi basic need ban chuki hai ye to common si cheez ho gyi aur aaj kal ke time me sabhi log kuch na kuch technically seekhna chate hai aur usme humari yeh website aapki puri help karegi Is site ki help se aap bo sab kuch kar sakte hai jo aapne kabhi sapne me bhi ni socha hoga ki esa bhi ho sakta hum is website par bo tricks dalte hai jo ek dam unique hoti hai aur kaam ki bhi aur isi ke sath aaj ki post ka title to padh hi liya hoga ki kis type ki post hogi Is post me aapko pata lagega ki kisi bhi mobile application ka name ya icon change kaise kare jisse aap apne man pasand ki application ko chupa bhi sakte ya kisi dost ke sath majak prank bhi kar sakte aur isi ke sath sath aaj hum aapko android app developing ke bare me bhi batayenge jisse aap apna khud ka android app bana sakte hai aur khud ki brand khol sakte aur apne hi banaye hue app se Rupees bhi earn kar sakte hai aaj hum aapko sari process batayenge ek aur important baat agar aap mujse koi help chate hai ya mujse contact karna chate hai to aap is email par contact kar sakte hai aapke sare sabalo ke jabab mil jayenge aut mujhe bhi khusi hogi ki kisi bande ki help ho gyi meri wajah se chaliye ab mai vapas aata hu topic pat aaj aapko pata lagega ki kaise kisi bhi application ka name aur icon change kaise kare uske bad mai aapko bataunga ki kaise android app banake paise kamaye. chaliye isko bhi jaan lete hai.
Android app ka name change kar ke koi bhi name rakh sakte hai jaise maan lijiye maine goggle chrome app ka name change kiya uski jagah chrome word ki jagah apna nick name bhi dal sakte hai aur icon ki jagah apni pic ya koi bhi image laga sakte hai ab to aap samaj hi gye honge ki kaise name aur icon change ho sakta hai chaliye ab step by step bhi jaan lete hai
Step 1). Android app ka name change karna koi badi baat ni isme ek application install karni padegi bas bahi aapka sara kaam kar degi us application ka name hai " icon changer free "
Bye Friends next post next day.And Ready for new post. Guysππππ
Android App ka Name aur Icon Change Kaise kare

Step 2). ab aap ye upar di hui link se application download kar lijiye bas iske bad aapko open karna aur apni app select karni jiska bhi name ya icon change karna uske bad to aap samaj hi jaoge ki kya karna hai
aab aap jan hi gye honge kaise hum kis bhi android phone ki aap ko apne icon ya name change karte hai agar itni aasan trick me bhi koi dikkat aa rai hai to comment box me puch sakte hai aur android app kaise banaye iske baare mai aapko jald hi ek post me detail ke sath bataunga jisme aap ghar baithe android app banake playstore upload kar ke paise kama sakte hai aaj time kam hone ki bajah se is post ko yahi end karna pad raha hai
●.apni Girlfriend kis kis se phone par bat karti yani gf ki jasosi kareπ€
●.Facebook Id kisi ki bhi band kaise kare ek click meπ
●.Facebook Id kisi ki bhi band kaise kare ek click meπ
I hope aapko yeh post jarur pasand aayi hogi agar kch bhi aapko acha laga ho to please isko Social media like facebook ,whatsapp jaise platform par Share karna na Bhoole.
Bye Friends next post next day.And Ready for new post. Guysππππ
0 Comments:
Post a Comment