Sabhi log bike ya car to jarur hi chalate honge aur bike ke speed meter aap dekhte honge ki aapki car ya bike kitni speed se baagh rai hai maine bahut se logo ko dekha hai ki jab bikes ya koi bhi vehicles old ho jati hai aur fir kabhi kabhi bike ka speedometer bhi kharab ho jata hai jisse hum apne bike ki speed ni pata kar paate aur fir suru suru me dikkat aati hai fir aadat pad jati aur fir hum kabhi bike chalate samay hum uski speed ni dekh paate hai lakin aaj hum ek esa tarika batayenge jisse aap apne hi android phone se kisi bhi vehicles yani car ya bike ki ek dam exact speed dekh sakte hai ki kitni speed se bike chal rai aur yaha tak ki mai aapko bata du jab aap kabhi Train me safar karenge tabbhi aap ye pata kar paaoge ki aapki train kitni speed se chal rai hogi yani ab aap aaj is post ki help se kisi bhi train ki speed pata kar paayenge aab aapko ye sun kar bahut khusi ho rai hogi ki ye kaise ho sakta bo bhi ek chota sa android phone aapki itni badi help kaise kar sakta hai, aapke man me in sab tarike ke sabal chal rae honge lakin mai aapko ye bta de raha hu jab tak aapke paas android phone hai aur agar kuch alag karna chate hai to bo phone aapki bahut help karega.chaliye ab mai aapko batata hu kaise hum kisi bhi bike ya Car ki speed ko pata kare ek android phone se.
isme aapko jyada kuch karne ki jarurat ni hai bas ek choti si application ki help se aap ye sab kuch pata kar sakte hai bas usks liye aapke pass ye sab hona chaiye jo maine niche bata raha hu aur mere hisabh se aaj kal ke time ye sab aapke pass me hoga hi fir tention lene ki bhi koi dikkat ni.
Mujhe lagta hai aapke pas ye sab chije hongi aur mai us application ki niche link de raha hu jisse aap aasani se download kar payenge chaliye ab mai iski process detail me bata deta hu kaise speed pata kare kisi bhi bike ki.
Step 3). Ab aap Speedometer ki application ko open kariye aur ek esi screen aayegi jisme aapko Limited bale option par click karna hai.
Step 4). Aab aap track bale option par tap karna hai niche screen shot me dekh sakte hai.
Step 5). Ab aap apni bike uthaiye aur usko Road par chalaiye aur apne phone me dekhiye jitni tezi se aapki bike baagh rai hogi utni hi speed is me show hogi aap niche image me bhi dekh sakte hai ki is tarah aapki bike ya kisi bhi chij ki speed bata degi agar aap thodi speed me apni cycle chalaoge bo bhi aapke android phone me bata degi ki kitni speed me baagh rai hai.
Ab aap samaj gye honge ki kaise kisi bhi car ya bike ki yani humara android phone jitni speed me hoga utni hi speed batayegi ye is trick use aap jab Subah subah running karne jaate honge taabhi aap apni speed pata kar sakte hai ki aapki body Kitni speed me Run kar rai hai.
●. Facebook Hack Kaise Kare in 6 Method Se
●. Ek phone ki screen dusre phone me kaise chalaye yani live screen chalaye
Aaj humne aapko ek esi trick batayi jo aapko kahi ni milegi aagar aapko ye post pasand aaya to please isey har insaan tak pahuchane me humari help kijiye aap is post ko share kar ke meri help kar sakte hai. agar aapko koi dikkat aa rai ho to Goggle id log in kar ke comment me puch sakte hai
aur aaj se aapko daily 1 article 10 november tak provide karayenge jisme ek dam unique tricks hongi. aur agar aap mujse contact karna chate hai ya aap call pe mujse bat karna chate hai to aap is email par contact kariye Alltechnhindi@gmail.com
Thank you all my supporters and Readers and Love uh all for your support.😚😘😎😎
Phone se Bike speed pata karne ke requirements kya kya hai.
isme aapko jyada kuch karne ki jarurat ni hai bas ek choti si application ki help se aap ye sab kuch pata kar sakte hai bas usks liye aapke pass ye sab hona chaiye jo maine niche bata raha hu aur mere hisabh se aaj kal ke time ye sab aapke pass me hoga hi fir tention lene ki bhi koi dikkat ni.
*). Android Phone
*). Internet data on hona chaiye phone me
*). Location on honi chaiye phone ki
*). Speedometer application
Mujhe lagta hai aapke pas ye sab chije hongi aur mai us application ki niche link de raha hu jisse aap aasani se download kar payenge chaliye ab mai iski process detail me bata deta hu kaise speed pata kare kisi bhi bike ki.
●. Gta 5 Game android phone me Kaise chalaye
●.Kisi bhi Android Phone Ki Internal Memory Kaise badhaiye

Kaise pata kare kisi bhi Bike ki speed Android phone se
Android phone aaj kal se samay me har kisi ka ek life ka hissa ban gya hai jo ab humari ek basic need ban chuki agat humko ek din bhi android phone na mile to humara bo ek din gujarna bahut muskil ho jata hai aap logo ke sath bhi esa hii hoga chaliye ab mai is trick ki sati step batata hu bas clearly follow karna:
Step 1): Sabse pehle aap apne phone me ye ek application ko install kar lijiye iska naam hai GPS Speedometer
Step 2). ab aap apne phone Location on karde ( ye option har kisi android phone me upar hota ya application ko open karoge to sayad apne aap hi on ho jayega ).
Step 3). Ab aap Speedometer ki application ko open kariye aur ek esi screen aayegi jisme aapko Limited bale option par click karna hai.
Step 4). Aab aap track bale option par tap karna hai niche screen shot me dekh sakte hai.
Step 5). Ab aap apni bike uthaiye aur usko Road par chalaiye aur apne phone me dekhiye jitni tezi se aapki bike baagh rai hogi utni hi speed is me show hogi aap niche image me bhi dekh sakte hai ki is tarah aapki bike ya kisi bhi chij ki speed bata degi agar aap thodi speed me apni cycle chalaoge bo bhi aapke android phone me bata degi ki kitni speed me baagh rai hai.
Ab aap samaj gye honge ki kaise kisi bhi car ya bike ki yani humara android phone jitni speed me hoga utni hi speed batayegi ye is trick use aap jab Subah subah running karne jaate honge taabhi aap apni speed pata kar sakte hai ki aapki body Kitni speed me Run kar rai hai.
●. Facebook Hack Kaise Kare in 6 Method Se
●. Ek phone ki screen dusre phone me kaise chalaye yani live screen chalaye
Aaj humne aapko ek esi trick batayi jo aapko kahi ni milegi aagar aapko ye post pasand aaya to please isey har insaan tak pahuchane me humari help kijiye aap is post ko share kar ke meri help kar sakte hai. agar aapko koi dikkat aa rai ho to Goggle id log in kar ke comment me puch sakte hai
aur aaj se aapko daily 1 article 10 november tak provide karayenge jisme ek dam unique tricks hongi. aur agar aap mujse contact karna chate hai ya aap call pe mujse bat karna chate hai to aap is email par contact kariye Alltechnhindi@gmail.com
Thank you all my supporters and Readers and Love uh all for your support.😚😘😎😎
Nice post
ReplyDeleteAlso visit
www.techmeblog.com