29 Apr 2016

Android phone me Pattern aur Pin lock ko kaise unlock kare

Aj ke Is article me mai apko bataunga ki apne mobile me kisi bi tarike ke lock ko kaise unlock karte vaise Aj kal har dusre aadmi ke pas android phone hora hai aur jab kabhi kabhi phone me pattern lock bhul jate ya Pin lock ka Pin no.bhul jate to bhut dikkat hoti aur fir hum phone care pe jate hai ya kisi mobile shop pe jate hai aur bo 250 rupees leta hai lock todne ke agar hum friends ye kam hum ghar pe hi kar le aur ek bi paisa na karch karke fir to ye bhut achi bat hui na isliye mai ye post me apko detail me bataunga jisse ap apne phone ko full hard reset karke phone ko unlock kar sakte hai


Pattern aur Pin lock ko kaise unlock kare

Agar apka Android phone Samsung company ka hai to is Step ko follow kare

Step1): sabse pehle Apko Recovery Mode ka option nikalna hai uske liye ap
Volume Up+power button+home button in tino ko ek  sath dabana hai aur thodi hi der me RecoveryMode ka option nikal aayega 

VolumeUp button ka matlab hai jisse ap phone kI Awaj ko badhate hai aur power button ka matlab hai jisse ap phone ko switch off karte hai Aur home button ka matlab hai Jo phone ke bicho bich me hoti hai In tino ko ek sath tab tak dabana hai jab tak RecoveryMode ka option ni nikal aata


Step2): Ab ap niche image Me dekhiye jha wipe data reset likha hai Volume down button ko press karke niche aaiye "wipe data reset " aur is option ko select karke power ki button dabaiye fir delete user data aur apka phone fully hardly reset ho jayega aur pattern aur Pin bi unlock ho jaynge ab ap apne phone ko reboot kar lijiye

Agar apka phone Lava,micromax ya other company ka hai to uske liye 

 Isme bi bas same process karni hai lakin bhut se log in companies ke phone me RecoveryMode ka option ni nikal pate hai uske liye ap niche diye hue steps ko dhayan se padkar follow kare

Step*): Sabse pehle Apna phone ko switch off kare 

Step*): Ab ap power button ko dabaye rahiye aur aur volume Up button volume down  in buttons ko bar bar dabate rahiye jab tak RecoveryMode ka option ni nikal aata 

Step*): Ap dekhenge niche recoverymode ka option aa jayega aur jha wipe data factory reset is option se  volume down ko press karke is option pe aaiye aur yha power button ko daba ke select kariye aur uske bad "delete all user data" is option ko select kariye apka phone reset hone lagega 

Step*): Ab phone ko Reboot kar lijiye aur apka phone ka pattern lock unlock ho gya hoga

Must Read : 




 Ap mere bataye hue tariko se kuch bi sikhe hai to ap please is post ko share kare jisse aur logo ki bhi help ho sake  

Agar apko abi bhi koi dikkat aa rai ho to ap mujse comment karke puch sakte aur humara facebook page jarur like kare jisse humare new article turant apko facebook pe mile 

Hi Friends My name is Aryan Shukla,I am Indian blogger This is my website and this website is globally available to everyone i love internet, computer,android tips and tricks and this website is giving many tutorials in hindi language

l

0 Comments:

Post a Comment

Best Article in this site

Business Enquiries Or Collab

Contact us. : Alltechnhindi@gmail.com

Insta. : Rider_aryan55

Search This Blog

Advertisement

AdSense add